"Saawariya" lyrics

Aastha Gill & Kumar Sanu Lyrics

"Saawariya"

Dekh ke tujhko
Dil bole haaye haaye
Tere bin haal mera
Bura hota jaaye jaaye

Thodi shararati main
Tu bhi thoda shy shy
Tere liye bakiyon ko
Kiya maine bye

Aisa kaisa pyaar kar liya
Ho saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Haan tujhpe aake naina mere jaam ho gaye
Samajh mein na aaye aise kaam ho gaye

Naam bahut tha tere sar ki kasam sajan
Saiyan pade jo tere pyaar mein
Badnaam ho gaye

Haaye reh liya duniya se
Bada darr darr ke
Dekhun main bhi zara
Hadh se guzar ke

Sab kuchh tere naam kar diya ho
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Dhadke dil yeh jab ude tera aanchal
Jaadu kare teri aankhon ka kajal
Dekh ke tujhko hua jaaun pagal
Na jaane kab barsega yeh baadal

Kuch to hua mujhe
Aankh jab tujhse ladi
Teri deewangi bhi
Sar pe mere chadhi

Main bhi hoon zid pe ada
Tu bhi hai zid pe adi
Kisi ne bhi na badhai
Baat yeh khud se badhi

Yeh ishq sareaam kar liya
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya

Saawariya aa aa
Saawariya aa aa aa aa
Saawariya aa aa
Saawariya saawariya
Saawariya saawariya


Writer(s): Hiten Kumar, Prashant Upadhyay
You May Also Like
DIVINE - "Chal Bombay" Chal Bombay, meri maa se milata hoon Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon Jo bhi bola wo haq se nibhata hoon Tujhe chahta hoon Tujhe chahta hoon Chal Bombay, meri maa se milata hoon Chal ghar...
Tony Kakkar - "Kuch Kuch" Darte darte chupke chupke Paas aake kehta hoon tumse Tum sunti ho meri baatein Raazi ho sun'ne ko aahein Aur jab hath tera mere hath mein hota hai haye Kuch kuch hota hai (Par sahi hai) Kuch kuch...
Sukriti Kakar & Prakriti Kakar - "Mafiyaan" Don't want to let go Feeling so low I already know Pyaar diyan Kasmaan khaake sachiyaan Tod diya dil kar, gallan jhoothiyaan Khud toh vi zyada tainu pyaar mai karaan Par, je main chali gayi mud na...
Darshan Raval - "Do Din" Tumse miley do din huve Phir kyun lagey na dil Ab se merey bas mein nahi Teri suney ye dil Tumse miley do din huve Phir kyun lagey na dil Ab se merey bas mein nahi Teri suney ye dil Main jitni baar...
Badshah & Benny Dayal - "Let's Nacho" Suthamana paatu pulla Suthamana seithi pulla Suthamana kekkumulla kandupudichom Kaathu mela maatu ippo Satham konjam yethu ippo Idha pola yedhum illa kandupudichom Hone laga sunset Hai bhai tera...