"Ishq Tamasha" lyrics

"Ishq Tamasha"

Dar dar jàye Dil khush khush hokey rey
Buri nazron khushiyon ko kahin na tokey rey...
Meri chahat ko tu haan kar kar key
Kahin kisi baat pe samjhana rok ke (rey)

Dar dar jàye Dil khush khush hokey
Buri nazron khushiyon ko kahin na tokey rey...
Meri chahat ko tu haan kar kar key
Kahin kisi baat pe sang chalney na rokey rey

Ishq tamasha
Nahi ban jàye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe

Dar dar dar jàye Dil khush khush hokey...
Buri nazron khushiyon ko kahin na tokey rey...
Meri chahat ko tu haan kar kar key

Ishq tamasha
Nahi ban jàye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe

Ishq tamasha
Nahi ban jàye
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe

Har gali har kooncha
Tera mera hoga charcha
Koi bura koi accha
Koi jhoota koi saccha
Duniya ki baatein
Wo to Rab jaaney
Jo tu wohi maaney
Aur gira agar teri nigahon se
To...Ishq tamasha
Nahi ban jàye...
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe

Ishq tamasha
Nahi ban jàye...
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe

Kabhi aisa bhi to hoga
Lega waqt imtehan
Kabhi jeetunga main baazi
Kabhi hogi nakami
Tera bhi sahara
Jo na hua mera
Yunhi maara maara
Gum hua yahan wahan andhero mein
To,Ishq tamasha
Nahi ban jàye...
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe

Ishq tamasha
Nahi ban jàye...
Duniya hansey na yunhi
Kahin meri mohabbaton pe


You May Also Like
Atif Aslam - "Dil Diyan Gallan" Kacchi doriyon, doriyon, doriyon se Mainu tu baandh le Pakki yaariyon, yaariyon, yaariyon mein Honde na faasley Eh naraazgi kaagzi saari teri Mere sohneya sunn le meri Dil diyan gallan Karaange naal...
Gajendra Verma - "Mann Mera" Saari raat aahein bharta Pal pal yaadon me marta Maane na meri mann mera Thode thode hosh madhoshi si hai Neend behoshi si hai Jaane kuch bhi na man mera Kabhi mera tha par ab begana hai ye Deewana...
Rekha Bhardwaj & Arijit Singh - "Judaai" Ranjhan dhoondhan main chaleya Ranjhan mileya naa ye Jigraan vichon agan laga ke Rabba Laqeeran vich likh di judaai Kho gaya, gum ho gaya Waqt se churaya tha jo Apna banaya tha Ho tera, woh mera...
Lata Mangeshkar - "Mere Khwabon Mein" Mere khwabon mein jo aaye Aa ke mujhe chhed jaaye Mere khwabon mein jo aaye Aa ke mujhe chhed jaaye Us se kaho kabhi saamane to aaye Mere khwabon mein jo aaye Aa ke mujhe chhed jaaye Us se kaho...
Atif Aslam - "Main Rang Sharbaton Ka" Khwaab hai tu Neend hoon main Dono mile Raat bane Roz yahin Maangu duaa Teri meri Baat bane Baat bane Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka paani Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka...