"Yeh Nazar" lyrics
"Yeh Nazar"
(from "I Love You" soundtrack)
Naadaa hai ye nazar
Duniya se bekhabar
Karti hai ye safar le asar
Halki halki bekhudi ka
Naadaa hai ye nazar
Lahron si laut kar
Aati hai tere dar
Le asar khumaar ka
Yun hi jo talab hai
Haaye kya ghazab hai
Ye mitaane se mite naa
Baazi jo lagaaun khud hi
Haar jaaun tujhse jeetun kya
Mere hi bas mein naa ye
Silsila naadaa hai ye nazar
Lahron si laut kar
Aati hai tere dar
Le asar khumaar ka
Ittefaaq hai ya hai naseeb mera
Mehfilon mein teri hun main
Ye musafiri jo farz hai
Mera to raazi hun main
Aankhon ka tu aakhri
Khaab hai
Naadaa hai ye nazar
Duniya se bekhabar
Karti hai ye safar le asar
Halki halki bekhudi ka
Naadaa hai ye nazar
Lahron si laut kar
Aati hai tere dar
Le asar khumaar ka
- AZLyrics
- A
- Adnan Sami Lyrics