"Dil" lyrics
AFUSIC & Zoha Waseem Lyrics
"Dil"
Hm-mm-mm
Na-na
Hm-mm
Haan, phirnay lagay hain din mere
Kuch tou kami hai bin tere
Haan, dil ko hai roka tinkon se
Kahin doob na jaaye be chaara
Haan, jeenay ka mazaa hai dil de ke
Mukartay hain haath mein dil le ke
Par inki na baaton mein tum aana
Haan, rehna sambhal ke—
Beshak hoon tou main jaan se pyaara mei
Sab jaan se pagal awaara mei
Tu na sunti kahaaniyaan auron ki
Tu jaanti pyaar tumhara, main hi hoon
Jo qaidi hoon teri in jheel si aankhon ka
Main aashiq hoon gulaabon ka
Tu zakhm qabool hai kaanton ka
Do pal qurbat ke, do chaar de de
Kuch hosh ke nakhun le le na
Tu ab insaaf karde, teri nazar utaaroon
Yeah
Haan, phirnay lagay hain din mere
Par kuch tou kami hai bin tere
Haan, dil ko hai roka tinkon se
Kahin doob na jaaye be chaara
Haan, jeenay ka mazaa hai dil de ke
Mukartay hain haath mein dil le ke
Par inki na baaton mein tum aana
Rehna sambhal ke, yeah-yeah
Haan, dhoop mein saaya tu hi hai
Dil mein samaaya tu hi hai
Ajar jo paaya tu hi hai
Mein tou hoon teri jaaneman
Na karna na tu teri jaaneman
Mein karti hoon waqt ye tham jaaye
Baahon mein mujhe le lo jaaneman
Aur chal dungi saath mein tou tere
Jo bhi raahein tu dikha de
Soch na ghairon ke dilon ka, koi tujhsa ab kahan hai
Teri hoon, iss zindagi mei
Haan, agli bhi tujh pe baantun, haan
Mein kehti hoon jaan tumhe de ke, noor ye saath jahaanon ka
Do pal ki qurbat mein hazaar de dun
Ye tou aaja chhorh ke duniya be-khumaar jo hai
Mujhe dil mein basa le
Haan, phirnay lagay hain din mere
Kuch tou kami hai bin tere
Haan, dil ko hai roka tinkon se
Ke doob na jaaye be chaara
Haan, jeenay ka mazaa hai dil de ke
Mukartay hain haath mein dil le ke
Phir inki na baaton mein tum aana
Rehna sambhal ke—
Yeah-yeah, yeah
Ooh-ooh-ooh
Yeah-yeah, yeah
Ooh-ooh-ooh
Yeah-yeah, yeah
Ooh-ooh-ooh, oh-ho-oh
Yeah-yeah, yeah
Ooh-ooh-ooh
Yeah-yeah, yeah
Ooh-ooh-ooh
Yeah-yeah, yeah
Ooh-ooh-ooh, oh-ho-oh
- AZLyrics
- A
- AFUSIC Lyrics
You May Also Like
Shubh - "Aura" Aha, woo, woo
Ahaa
Oh batti sarkaari jinna raub jatt da
Addiyan nu chake jamaana takda
Oh batti sarkaari jinna raub jatt da
Gaddiyan de kaafle samet laghda
Ni batti sarkaari jinna
Oh batti sarkaari...
Anuv Jain - "Baarishein" Haule se, dheeme se
Mujhko baahon mein bhar lo na tum
Narm si sanson mai
Mujhko aahon mai bhar lo na tum
Sun zara, mere paas aa
Ab baithe hain hum bhi yahan
Dil ke darmiyaan
Baarishein hain,...
Diljit Dosanjh - "Water" (Mix Singh in the house)
Tenu vekhie ta, Akh neend paindi e
Mohabbat ake sohnie, Tere chaubare baindi e
Ammi kehndi e teri, Ni kala tikka laya kar
Sachi tere te meri, Buri nazar rehndi e
Lokan ne ki...
Anuv Jain - "Jo Tum Mere Ho" Hairaan hoon
Ki kuch bhi na mangu kabhi main
Jo tum mere ho
Aisa ho kyun?
Ki lagta hai haasil sabhi hai
Jo tum mere ho
Jo tum mere ho
Toh main
Kuch nahin maangoon
Duniya se
Aur tum ho hi nahin
Toh...