"Pal Pal" lyrics
AFUSIC & AliSoomroMusic Lyrics
"Pal Pal"
Pal-pal jeena muhaal mera tere bina
Yeh saaray nashay bekaar teri aankhon ke siwa
Ghar nahi jaata, mein bahar, rehta tera intezaar
Mere khuwabon may aa naa kar ke solah singhaar
Mein ab kyun hosh may aata nahi?
Sukoon yeh dil kyun paata nahi?
Kyun torrun khud se jo thay waaday
Ke ab yeh ishq nibhaana nahi?
Mein morrun tum se jo yeh chehra
Dobara nazar milana nahi
Yeh duniya jaanay mera dard
Tujhe yeh nazar kyun aata nahi?
Sohneya, yoon tera sharmana meri jaan naa lele
Kaan ke peeche zulf chhupana, meri Jaan, kya kehne
Zaalima, tauba tera nakhra, iss ke waar, kya kehne
Thaam ke bethe dil ko ghaayal, kahin haar naa bethein
Teri nazrein mujh se kya kehti hain?
Inn may wafa behti hai
Thori-thori si raazi, thori si khafa rehti hain
Loug hain zaalim baray, inn may jafaa dekhi hai
Yeh duniya teri nahi, mein ne tujh may hayaa dekhi hai
Jeena muhaal mera tere bina
Yeh saaray nashay bekaar teri aankhon ke siwa
Ghar nahi jaata, mein bahar, rehta tera intezaar
Mere khuwabon may aa naa kar ke solah singhaar
- AZLyrics
- A
- AFUSIC Lyrics
You May Also Like
Badshah - "DJ Waley Babu" DJ wale babu mera gaana chala do
DJ wale babu mera gaana chala do
DJ wale babu mera gaana chala do
Gaana chala do...
Gaana chala do... DJ wale mera gaana tu chala de
Thodi volume unchi kar de
Thoda...
Rishi Roy & Dabzee - "NISHANI" Kyu rakhey hai wo tofey
Aaj bhi
Hai nishaani wo mere
Pyaar ki
Kyu parakhtey sabhi me...
Saadgi...
Phir bhi mere ho tum kyu
Saath ni...
Kya khoob lagte ho...
Aafreen
Mehsoos karu mai
Aaj bhi
Rehna...
Darshan Raval - "Ek Tarfa" Akhiyon se dariya beh gaya haaye
Khwab woh adhoora reh gaya
Jag bhi paraya ho gaya haaye
Juda tera saaya ho gaya
Teri duniya mujhe ab na gawara hai
Par tu hasdi reh bas yehi sahara hai
Mohabbat ho...
King - "OOPS" Yeah, yeah
You already know what it is
Okay
Main dhoondhu tujhe har jagah har jagah
Kahan chhupke tu baithi zara de bata
Aayi bhar ke jawaani tere body mein
Ya to mere ghar aja ya to dede tera pata...