"Jaane Tu" lyrics
A.R. Rahman, Arijit Singh & Irshad Kamil Lyrics
"Jaane Tu"
Jaane tu jaanun main
Meri jaan tu hi
Thi tu hi hai
Ye saansein kya saansein
Inka aana jaana yun hi hai
Meri Jaan tu Hai
Tu thi haan tu hai
Jaane tu jaanun main
Tere honthon honthon pe vaade mere
Tere honthon honthon pe baatein meri
Chain jaisa tera khayal
Dheere dheere aaye
Mere honthon honthon pe vaade tere
Mere honthon honthon pe baatein teri
Lafz mere lena sanbhaal
In mein tere saaye
Dekho kya kya bataayein
Baagi hawayein
Dheeme suron mein gaayein... ho
Jaane tu jaanun main
Meri jaan tu hi thi tu hi hai
Ye saansein kya saansein
Inka aana jaana yun hi hai
Meri Jaan tu Hai
Tu thi haan tu hai
Jaane tu jaanun main
Kya dard hai
Kya chot hai
Tere khayal mein hun
Mujhko na hosh hai
Tu saath hai mere
Lahu mein hai khushi
Maine na tootna
Main vaada hun tumhara
- AZLyrics
- A
- Arijit Singh Lyrics
You May Also Like
Atif Aslam & Shreya Ghoshal - "Piya O Re Piya" Main vaari jaawaan main vaari jaawaan saantho ki hoyo ve kasur re
Main vaari jaawaan main vaari jaawaan dil toh hoyo majbur
Main vaari jaawaan main vaari jaawaan
Chhu liya tune labh se aankho ko...
King - "Maan Meri Jaan" Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai
Tujhe khush main rakhunga soneya
Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai
Sari baatein main sununga soneya
Tere dil se na, kabhi khelunga...
Darshan Raval - "Mahiye Jinna Sohna" Kya bataun main tujhe
Tu hai jo mila mujhe
Ho gayi hai rab di aamada
Itne naseeb se
Dekha hai qareeb se
Noor diyan hoiyan barishaan
Ho sajke jo aaye tu
Ankhiyon ke samne
Nazra lage na meriyaan
Ho...
Anuv Jain - "Gul" Na dastakein
Yeh tere dil ki, haan, wahi dhadkane hai
Yoon zor se jo tujhko abh sun rahin hai
Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai
Aaye nahi, jinke the vaade
Waqt uljha hua hai tere yahan pe
Kya...
Atif Aslam - "Main Rang Sharbaton Ka" Khwaab hai tu
Neend hoon main
Dono mile
Raat bane
Roz yahin
Maangu duaa
Teri meri
Baat bane
Baat bane
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka...