"Silsila" lyrics

Arijit Singh, Jonita Gandhi & Shor Police Lyrics

"Silsila"
(from "Dhoom Dhaam" soundtrack)

Teri meri
Mili raahein anjaane mein
Taqdeer yeh
Kyun likhi khud Rabb jaane
Jo mila hai
Lagta hai dhadkan mein hai ghula
Ab shaayad saanson mein
Shuru hone ko hai chala

Yeh silsila
Taaron taley baaton ka
Ujli hui raaton ka
Hone ko hai chala
Yeh silsila
Taazi buni yaadon ka
Do khaabon ka silsila

Dhaagon sa uljha yeh fasaana
Aahista suljhaana tum filhaal
Silne ko hai Ik taana-baana
Hone do iss dil ko istemaal
Nazron ke sheeshon mein
Chehra jo hai khila
Ab shaayad roohon mein
Shuru hone ko hai chala

Yeh silsila
Taaron taley baaton ka
Ujli hui raaton ka
Hone ko hai chala
Yeh silsila
Ambar ke jaisa be-karaan
Be-ruka silsila

Teri meri
Mili raahein anjaane mein
Taqdeer yeh
Kyun likhi khud Rabb jaane
Jo mila hai
Lagta hai dhadkan mein hai ghula
Ab shaayad saanson mein
Shuru hone ko hai chala
Yeh silsila


You May Also Like
Gajendra Verma - "Mann Mera" Saari raat aahein bharta Pal pal yaadon me marta Maane na meri mann mera Thode thode hosh madhoshi si hai Neend behoshi si hai Jaane kuch bhi na man mera Kabhi mera tha par ab begana hai ye Deewana...
Anuv Jain - "Gul" Na dastakein Yeh tere dil ki, haan, wahi dhadkane hai Yoon zor se jo tujhko abh sun rahin hai Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai Aaye nahi, jinke the vaade Waqt uljha hua hai tere yahan pe Kya...
Darshan Raval - "Mujhe Peene Do" Raat aayi hai raat aane do Nasha hota hai nasha hone do Dil jalta hai dil jalne do Yaad aayi hai mujhe peene do Raat aati hai raat aane do Nasha hota hai nasha hone do Dil jalta hai dil jalne do...
Atif Aslam - "Tu Jaane Na" Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe Yaara Bata Na Paaye Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki Aankhein Tujhe Samjhaaye Tu Jaane Na Aaa Tu Jaane Na Tu Jaane Na Aaa Tu Jaane Na Milake Bhi Hum Na Mile Tumse Na...
Darshan Raval - "Ek Tarfa" Akhiyon se dariya beh gaya haaye Khwab woh adhoora reh gaya Jag bhi paraya ho gaya haaye Juda tera saaya ho gaya Teri duniya mujhe ab na gawara hai Par tu hasdi reh bas yehi sahara hai Mohabbat ho...