"Tu Hi Disda" lyrics

Arijit Singh & Nikhita Gandhi Lyrics

"Tu Hi Disda"
(from "Bhooth Bangla" soundtrack)

Meri baatein hain tere zikar se shuru
Itna zaroori hai tu, hai sukoon dil ka
Ik shikayat hai, chaaho jise dil se
Saato janam ke liye kyun nahi milta

Hai meri kya khata, seene mein jo
Dil ki jagah hai, tu vasda
Aaun na kyun nazar khud ko kabhi
Sheesha koi je main takda

Tu hi disda, yaara
Nazaaron mein tu disda
Tu hi disda, yaara
Sitaaron mein tu disda

(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)

Zindagi ke do hain lamhe, ek main hoon, ek tu
Chal rahi hai saans jab tak yoon hi baithe rubaroo
Keh na paaya baat main jo keh rahi hai yeh nazar
Hoga shayad woh khuda bhi tere jaisa hubahoo
Thoda ya zyada, jitna bhi hai yeh safar
Ik jaisa saari umar reh nahi sakta

O yaara, ishq yeh jaadu sa hai
Bazaaron mein yeh nahi bikta
Hai laakhon mein bhi tu aaya nazar
Hazaaron mein bhi tu ik tha

Tu hi disda, yaara
Nazaaron mein tu disda
Tu hi disda, yaara
Sitaaron mein tu disda

(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)
(Tu hi disda)


You May Also Like
Atif Aslam & Mithoon - "Tere Bin" Tere bin main yun kaise jiya Kaise jiya tere bin Tere bin main yun kaise jiya Kaise jiya tere bin Lekar yaadien teri raatein meri kati Lekar yaadien teri raatein meri kati Mujhse baaten teri karti...
Anuv Jain - "Husn" Haan, haan Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki Hain saath par, hain saath naa bhi Kya itni aasaan hai? Dekho, dekho, jaise mere iraade Waise kahaan tere yahan the Haan, kitni naadan main Mere...
Shreya Ghoshal - "Saiyaara Reprise - Female" Hmm-mm-mm, hmm-mm-mm Aa-aa-aa, aa-aa-aa Main tere kal mein hoon, aaj mein hoon Main teri saanson ke saaz mein hoon Aankhein jhuka ke sunle mujhe tu Main tere dil ki aawaz mein hoon Tu hausla hai, tu...
Diljit Dosanjh - "Charmer" Haye ni teri gall da toya Vekh ke kujh te hoya Raat na soya soya Dard na jaave ni Aas main laake baitha Gali mein aake baitha Main paani jaise behda Nazar de vehde aa ni Mera dil je na laggeya Te te...
Arjun Kanungo & Nemo - "Kehne Ko Kya Raha" Jo hona tha woh hone laga! Phir kyun hain dooriyan bewajah? Jab akele hain hum tum Chale hain raahat kee hawa! Tere saath jo hua woh hua Aisa kaun jo ab bhi hain bacha? Dil ki baatein abhi 'Gar tu...