"Yeh Fitoor Mera" lyrics

"Yeh Fitoor Mera"
(from "Fitoor" soundtrack)

Zindagi ne ki hai kaisi saazishein
Poori hui dil ki wo farmaishein
Maangi duaa ek tujh tak jaa pahunchi
Parvardigara, parvardigara
Kaisi suni tune meri khamoshi
O parvardigara

Ye fitoor mera laaya mujhko hai tere kareeb
Ye fitoor mera rehmat teri
Ye fitoor mera maine badla re mera naseeb
Ye fitoor mera chaahat teri
O parvardigara, parvardigara

Dheeme dheeme jal rahi thi khwaishein
Dil mein dabi, ghut rahi farmaaishein

Banke dhuaan wo
Tujh tak jaa pahunchi, parvardigara..
Deewangi ki hadd maine nochi o parvardigara

Ye fitoor mera laaya mujhko hai tere kareeb
Ye fitoor mera rehmat teri
Ye fitoor mera maine badla re mera naseeb
Ye fitoor mera chahat teri
O parvardigara, parvardigara

Ye fitoor mera laaya mujhko hai tere kareeb
Ye fitoor mera rehmat teri
Ye fitoor mera maine badla re mera naseeb
Ye fitoor mera chahat teri
Parvardigara…


You May Also Like
Atif Aslam - "Tere Sang Yaara" Tere sang yaara Khush rang bahara Tu raat deewani Main zard sitaara O karam khudaya hai Tujhe mujhse milaya hai Tujhpe marke hi toh Mujhe jeena aaya hai O tere sang yaara... Khush rang bahara Tu...
Anuv Jain - "Alag Aasmaan" Nayi nahi hain, yeh baatein wahi Phir iss mod par hum milein hain Naa jaane ab milenge hum kabhi To ruk jao ek pal yahan pe Yeh narm chadaron ki silvatein Tujhe abhi bula rahin hain Na jaao door...
Kushagra & Bharath - "Finding Her" Jaana tu aata nahin Sapnon se jaata nahin Mil jaaye kya hi baat thi Kaamil ho jaata wahin Jaana mere sawaalon ka manzar tu Haan main sookha sa saara samandar tu Haan gulaabi si surkhi jo dikhti thi...
Kailasa - "Saiyyan" Heere moti main na chaahoon Main toh chaahoon, sangam tera Main toh teri... saiyyan... Tu hai mera... Saiyyan... saiyyan... Tu jo chhoo le pyaar se Aaraam se mar jaaoon Aaja chanda bahoo mein Tujh...
Atif Aslam & Mithoon - "Tere Bin" Tere bin main yun kaise jiya Kaise jiya tere bin Tere bin main yun kaise jiya Kaise jiya tere bin Lekar yaadien teri raatein meri kati Lekar yaadien teri raatein meri kati Mujhse baaten teri karti...