"Aaya Na Tu" lyrics
Arjun Kanungo & Momina Mustehsan Lyrics
"Aaya Na Tu"
Tum kabhi na kahoge
Kyun na hum hi ye bol de
Ho kahan yeh bataao
Hum wahan chal ke aa jayenge
Bheege bheege mausam khile the jahaan
Tere mere raste mile the jahaan
Baahon mein teri din dhale the jahaan
Aa gaya main wo…
Magar… aaya na tu
Aaya na tu
Aaya na tu [x2]
Baithe baithe sochu kabhi main tujhe
Aankhon ko meri tu kahin na dikhe
Aise mein main aawaz doon toh kise
Hoon yahin main wo…
Magar… aaya na tu
Aaya na tu
Aaya na tu [x2]
Socha tha agar main milungi tujhe
Mere dil ki baatein kahungi tujhe
Shayad tu badi door hai ja chuka
Main akeli reh gayi
Na jaane tu kahan kho gaya
Jaate jaate tu mud ke phir dekh le
Dil kehta hai phir ek dafa dhoondh le
Aayegi kabhi woh yahin laut ke
Hoon yahin main wo…
Magar… aaya na tu
Aaya na tu
Aaya na tu [x4]
Writer(s): Arjun Kanungo, Kunaal Subash Chand Vermaa
- AZLyrics
- A
- Arjun Kanungo Lyrics
You May Also Like
King - "Teri Ho Na Saki" Meri aankhein ye
Tujhpe tiki
Tu miljaye abhi...tu miljaye abhi
Main mana teri ho na saki
Par tuje kho na saki
Mujhe har pal tu yaad tha
Main bas tujhe bol na saki
Mujhe tera pyaar yaad hai
Main...
Atif Aslam - "Main Rang Sharbaton Ka" Khwaab hai tu
Neend hoon main
Dono mile
Raat bane
Roz yahin
Maangu duaa
Teri meri
Baat bane
Baat bane
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka...
Gajendra Verma - "Mann Mera" Saari raat aahein bharta
Pal pal yaadon me marta
Maane na meri mann mera
Thode thode hosh madhoshi si hai
Neend behoshi si hai
Jaane kuch bhi na man mera
Kabhi mera tha par ab begana hai ye
Deewana...
Badshah - "Bad Boy x Bad Girl" Yeaahh
I like the way you move right there
Blow my mind everytime you come around round round
Bas teri hi baatein karta pura town town town
Pretty face banda tez bole lie lie lie
Bachha nahi hai...