"Main Sadqay Ya Rasool Allah" lyrics
"Main Sadqay Ya Rasool Allah"
Nami-daanam kuja raftam
Safar sadiyon se jaari hai
Mere Aaqa, mohabbat aapki iss dil pe taari hai
Koi samjhe nahi mumkin, kisi ko kaise samjhaaun?
Koi samjhe nahi mumkin, kisi ko kaise samjhaaun?
Jo mere dil ki haalat hai, faqat Aaqa ko batlaaun
Kisi ke bhi gumaan mein ho
Nahi mumkin, nahi mumkin
Kisi ko bhi jahaan mein ho
Nahi mumkin, nahi mumkin
Mujhe hai Aap se jitni mohabbat, Ya-Rasulallah
Mujhe hai Aap se jitni mohabbat, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Hue hain lafz bhi saakit, nami aankhon mein thehri hai
Mohabbat aapke Zamzam ke kuen se bhi gehri hai
Sahi karti hain ye aankhein, teri galiyon, tere dar ki
Kabhi naileen ko choomein, kabhi masjid ke mimbar ki
Kisi ke bhi gumaan mein ho
Nahi mumkin, nahi mumkin
Kisi ko bhi jahaan mein ho
Nahi mumkin, nahi mumkin
Mujhe hai Aap se jitni mohabbat, Ya-Rasulallah
Mujhe hai Aap se jitni mohabbat, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Main sadqay, Ya-Rasulallah
Ya-Rasulallah
Ya Habib Allah
Ya-Rasulallah
Ya Habib Allah
Writer(s): Fatima Najeeb
- AZLyrics
- A
- Atif Aslam Lyrics
You May Also Like
Kushagra - "Dard" (Showkidd)
दर्द हुआ, दर्द हुआ, दिल को थोड़ा दर्द हुआ
मर्ज़ हुआ, मर्ज़ हुआ, मेरे लिए तू मर्ज़ हुआ
वो सारी रातें, वो मुलाक़ातें
याद आ रही हैं वो मोहब्बतों की बातें
क़र्ज़ हुआ, क़र्ज़ हुआ, तुझ पे मेरा क़र्ज़...
Anuv Jain - "Gul" Na dastakein
Yeh tere dil ki, haan, wahi dhadkane hai
Yoon zor se jo tujhko abh sun rahin hai
Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai
Aaye nahi, jinke the vaade
Waqt uljha hua hai tere yahan pe
Kya...
Shilpa Rao - "Barbaad Reprise - Female" Haa-aa
Haa-aa-aa
Aa-aa-aa, aa-aa-aa-aa-aa
Ho, oh
Teri in baarishon mein behti hi jaun main
Jab tu hai paas mere, khud ko rok na paaun main
Tu jo ye kar raha hai, sehna dushwaar hai
Dil ne to haan...
Akon - "Chammak Challo" Hey, hey, hey, hey
Girl you're my chammak challo
Where you go girl I'm gonna follow
What you want girl just let me know
Oh oh ohh
You can be my chammak challo
Ooh ohh
Shorty I'm gonna get ya
You...