"Raat" lyrics

"Raat"

Lambi raat firaaq di
Jivein thandi hove sill
Chadheya chan aasman te
Kamban laga mera dil

Ho raat bhari na hona
Raat khwaab na khona
Ho raat

Raat mere sath guzarna
Ghumu toh ghumna
Kirno ko chumna

Raat mere sath thehrna
Needon mein jagna
Sanatein todna

Ho raat bhari na hona
Ho raat khwaab na khona

Raat mere aieb chupana
Badal ko odhana
Tanha na chhodna

Ho raat mujhe taare dikhana
Baarish mein bheegna
Yaadon se khelna

Ho raat bhari na hona
Ho raat khwaab na khona

Raaaaat...

Raat bhari na hona
Raat tanha na chhodna

Raaaaat...

Tanha na chhodna
Needon mein jagna
Ho raat


Writer(s): Sachin Gupta, Sachin Paul
You May Also Like
Gajendra Verma & Sonu Kakkar - "Sun Baliye" Ishq vikherdi chandi vandi Mil maahi jind ainvi hi jaandi Ik dam hizar nahi ab main sehndi Bulbul main gulzaar di haan Sohneya sohneya Bin tere jiya na lage na Sohneya sohneya Bin tere jiya na jaaye...
Yasser Desai - "Rang Dariya" Yaara mujhe tu aise aa mila Jaise qaafir ko milta hai khuda Karun laakh baari tera shukriya Bin maange tune itna de diya Mera safina paar laga de Ya tu mita de ya tu bana de koyi zariya Rang dariya...
Neha Kakkar, Farhan Sabri & DJ Chetas - "Bol Kaffara Kya Hoga" Saat phero se bandha Janmo ka yeh bandhan Pyar se joda hai rab ne Preet ka daaman Hai nayi rasmein Nayi kasmein nayi uljhan Honth hain khamosh Lekin keh rahi dhadkan Tere naam ke harf ki tasbeeh...
Arjun Kanungo - "Famous" Aaj mujhe yaad aaya ki main FAMOUS Tere saath rehta toh kyun bhool jaata hoon? Namaste Haters, See you later Ab woh jal rahein toh phir main kya karun? Acha nahi lagta Jab tu mujhse naraaz Main hoon...
Badshah - "Awaara" Ghoomein hum gali gali ghoomein Gaali aur chewing gum muh mein Delhi basti hai rooh mein Awaara hai hum Khatre mein competition Har din hai celebration Na koyi destination Awaara hai hum Nashe mein...