"TUM" lyrics

Asim Azhar & AUR Lyrics

"TUM"

Gham-zada hua tha dil zara
Zara-zara sa, karke gham hi dil me bhar gaya
Dard, zakham aur lahu mera
Jo kagazon pe likha to ek nagma ban gaya
Dil ki saari batein ankahi
Kaheen-kaheen pe, keh dun ya main likh dun phir kahin
Aaj phir se phir wahi hua
Ke gussa mera phir se pyaar me badal gaya

Tum
Ke jaan-e-jaan tum jaan lo tum jaan ho meri
Tum
Ke khushiyan kya, tum khushiyon ka maan ho meri
Tum ek ehsaan ho
Tum

Tum ho gaye ho kahan par gum?
Jaise dhoop me sardi ki dhund
Kabhi pyaar ke dhago ko bunn
Kabhi main, kabhi tum
Kabhi dil ki zara si to sun
Kabhi apno me mujhko bhi chun
Kabhi aasman main huay gum
Kabhi main, kabhi
Sab kucch haar diya
Par tumne thora pyaar diya hai, Jaana
Dil ko naraaz kiya
Ab thoda pyaar bhi dedo piya re

Piya re, O piya re
Hum jaan tujhi par waaray
Piya re, O piya re
Ab pyaar bhi dedo piya re
O piya re, O piya re
O piya re, O piya re

Gham-zada hi rehta hun zara
Jab likkhun dil ke kagazon pe tabsara tera
Phool jaisi yaadein hain teri
Aur khushboo teri aaj bhi hai mujh mein yun sada
Aankhein ye tumhari keh deti hain saari
Baatein jo na kar sake, Jaana
Teri galtiyan bhi, lagti mujhko pyaari
Kaise gussa hum karein, Jaana?
Dil dukhata par ye tera bachpana
Sochke jo maine maaf kar diya
Aur kitna sahun, kaise tumko kahun?
Saari galti hai meri kyu ke

Tum
Ke jaan-e-jaan tum jaan lo tum jaan ho meri
Tum
Ke khush hai kya, tum khushiyon ka maan ho meri
Tum ek ehsaas ho
Tum

Tum
Dil gata hai teri dhun
Kabhi rota hua mujhe sun
Aaj phir huye yaadon me ghum
Kabhi main, kabhi tum


You May Also Like
Anuv Jain - "Baarishein" Haule se, dheeme se Mujhko baahon mein bhar lo na tum Narm si sanson mai Mujhko aahon mai bhar lo na tum Sun zara, mere paas aa Ab baithe hain hum bhi yahan Dil ke darmiyaan Baarishein hain,...
Satwik Kumar & Taimour Baig - "Naraaz" Naraaz Hum toh kabhi teri yaadon mein the par aah toh bas fariyaad mein hai Qubool hai ilzaam khaamosh mizaaj Yeh toote halaat jo hum baat te hai Doobti doubt aankhein mere sookhein na Saazishein...
Abdullah Muzaffar & Talha Anjum - "Karda Koi" Karda koi, te bharda koi Kinniyan labbiyan, te kinniyan khoyi Turr gaya tu, khurr gaya mein Duniya ch ajj kal kisse da naa koi Yaad teri motiyan de wang paroyi Jidday naal dil lawaan mil jaanda ohi...
King - "Teri Ho Na Saki" Meri aankhein ye Tujhpe tiki Tu miljaye abhi...tu miljaye abhi Main mana teri ho na saki Par tuje kho na saki Mujhe har pal tu yaad tha Main bas tujhe bol na saki Mujhe tera pyaar yaad hai Main...
Umair - "COME THROUGH" Mennu samjha Na tu mennu azmaa Jadon da mein phareya rizla Na fiqar na koi parwa Soneya! Thaam haath hoon khara Tere naal ay naseeb jura Aaja na, dil laaja na Aaja na Mein aya tha Lahore Teri yaad...