"Banger" lyrics
"Banger"
(feat. Sharvi Yadav)
Ho ladke superman
Na koi team na koi plan
Ho duniya ho rahi fan
Ya to banger ya phir ban
Ho ladke superman
Na koi team na koi plan
Ho duniya ho rahi fan
Ya to banger ya phir ban
Ya bhai tera bas likhta gaane
Khair duniya deti taane
Asi dikkat par jab gaana baje
Lage sab sar hilaane
Shaukeen chahiye ticketein
Chahe hone dena shauk aise
Mujhe gali bakte par insta pe
Mere saath chahiye photo
Gadi dheere chalti hum tej chalte
Daala o2 inke face bante
Inke career se lambe hum pe case chalte
Jab nikle traffic jam
Sar pe baap ega
Jo kaam kiye wo ban
Ya to banger ya phir ban
Ho ladke superman
Na koi team na koi fan
Ho duniya ho rahi fan
Ya to banger ya phir ban
Na nashe kiye na daru pi
Bina baat ke ban gaye aaropi
Double r to shauk se rakhi hai
Par aaj bhi ghar pe maruti
Kabhi private jet kabhi indigo
Sabse upar meri hindi ho
Aur aaj bhi uska tod nahi
Bandi jo lagati bandi ho
Are baby understand
Kab naam bada hai brand
Kab chahe karte
Ya to banger ya phir ban
Ho ho ho ladke superman
Na koi team na koi plan
Ya to banger ya phir ban
Aagaye bhai aagaye
- AZLyrics
- B
- Badshah Lyrics
You May Also Like
Raghav - "Desperado" Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Dilwale...
Diljit Dosanjh - "Patiala Peg" Oh tu ta aakheya hauna, bhull geya hauna
Hor kisse te dull geya hauna
Oh tu ta aakheya hauna, bhull geya hauna
Hor kisse te dull geya hauna
Edda nai shukahala shaddi da
Haan, patiala peg laa shaddi...
King - "Maan Meri Jaan" Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai
Tujhe khush main rakhunga soneya
Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai
Sari baatein main sununga soneya
Tere dil se na, kabhi khelunga...