"Paani Paani" lyrics

Badshah & Aastha Gill Lyrics

"Paani Paani"

Usne mujhe chhua bhi nahi
Aisa waisa kuch hua bhi nahi
Nazar thi paini, hui bechaini
Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi

Saiyaan ne dekha aise
Main paani paani ho gayi
Main paani paani ho gayi
Main paani paani ho gayi

Chalegi kya
Glass pada hai khaali, bharegi kya
Saath aaye launde se daregi kya
Andar ki feeling se ladegi kya

Hadd ho gayi
Hadd se aage bhi badhegi kya
Nau acre mein farm, farm pe ghode
Ghode pe chadhegi kya

1 2 3, gaadi ke bonnet se nikle pari
Launde aage kahin tikte nahi
Baatein hain kaidi meri, likh le kahin
Chal niklein kahin aan

Aisi hoon khoyi kabhi khoyi hi nahi
Aankhein mili hain jabse soyi hi nahi
Duniya se, sune hain, kisse tere
Jaane kya aayega hisse mere

Issi khayaal mein deewani ho gayi
Saiyaan ne dekha aise
Main paani paani ho gayi
Main paani paani ho gayi

Image kharaab, kaam galat hai
News mein naam aata har week
Phir bhi jahaan se guzroon
Har bandi ke mooh se nikle cheekh

Haath pakad par dil na laga
Jo kehti hai karke dikha
Sun'ne mein aaya hai tu marti hai humpe
Marr ke dikha

Rehne de, mooh bandh rakh
Aankhein jo kehti hain kehne de
Bahut ruki hai aaj tu
Paani banke khud ko behne de

Aye
It's yo boy badshah!

Nazar thi paini, hui bechaini
Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi
Saiyaan ne dekha aise...


You May Also Like
Atif Aslam - "Main Rang Sharbaton Ka" Khwaab hai tu Neend hoon main Dono mile Raat bane Roz yahin Maangu duaa Teri meri Baat bane Baat bane Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka paani Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka...
Arijit Singh - "Main Hoon Saath Tere" Aasmaan sitaaron se chhalakne laga Chand saa tu jo mujhme chamakne laga Aasmaan sitaaron se chhalakne laga Chand saa tu jo mujhme chamakne laga Rahoon tere yoon paas main Banu tera ehsaas main Yaar...
Vidya Vox - "Kuthu Fire" Let me see ya hey hey yo You shining too bright ya Feeling alright ya Living it up like hey hey yo We gonna light up the night Being feel like hey hey yo Put my hands in the air yo Nobody care, no...
Arjun Kanungo & Prakriti Kakar - "Tum Na Ho" Tu jabse door gaya Safar mein chhoot gaya Mujhe sab yaad raha Magar tu bhool gaya Jis din tujhe tha apna kahaa Mujh mein na main zara bhi rahaa Kuch bhi hai mera na baaki rahaa Ab yahaan... Tum na...
Emiway Bantai - "Khatam Hue Waande" Bigad gayi hai Bigad gayi hai Karegi dhokha khule-aam main Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de Aye...