"Soneya 2.0" lyrics

Hamza Malik & Annural Khalid Lyrics

"Soneya 2.0"

Tunay mere jaana, kabhi nahi jana

Mein haara, mein hara, jaise toota hua ho sitaara
Mere aansu, bas yeh aahein, mere hisse mei hai dard saara
Sapnay aansu ban ke sab mere beh gaye
Saaray armaan mere dil mei reh gaye

Tunay mere jaana, kabhi nahi jaana
Ishq mera, dard mera, haaye
Tunay mere jaana, kabhi nahi jaana
Ishq mera, dard mera, haaye

Aashiq tera, bheer mei khoya rehta hai
Jaane jahaan, poocho to itna kehta hai

Sohneya ve mahiya ve
Tere naal layian ve
Pawin na judayian, sohneya
Sohneya ve mahiya ve
Tere naal layian ve
Pawin na judayian, sohneya

Aayein ge tujhe hum yaad bohot
Tere faislay mujhe rulayein ge bohot
Tum ne tou samjha nahi hai
Na yeh samajhna hai chaha
Hum chahtay kya thay tere siwa?

Tunay mere jaana, kabhi nahi jaana
Ishq mera, dard mera, haaye
Tunay mere jaana, kabhi nahi jaana
Ishq mera, dard mera, haaye