"Stay" lyrics
"Stay"
Kis duniya mein rehti hai? (Rehti hai?)
Ab kuchh bhi naa kehti hai (Kehti hai)
Kaafi dino se teri khabar naa aayi
Dil ko toh hum mana bhi le (Mana bhi le)
Kisi aur ko basa bhi le (Basa bhi le)
Par kaise tujhe mai bhoolu, piya?
Meri jaan, tanha raaton mein
Dekha khwaabon mein
O tujhe dhundh raha toota dil mera
Likhi bhi tu thi
Par naa haathon mein
Tujhe paau kaise? Mujhko de bata
Jaane jaan
Tune kaise hai mujhe yu tanha kar diya
Kar diya
Jaane jaan
Dil toota kuchh aisa, mai uthh ke hi chal diya
Chal diya
Ye baatein reh jayengi, chaahe hum naa rahe
Ye do pal mile hai khushi ke, mai baatu
Ke tujhe bhi gham naa rahe
Jo dhundhne jaaoge mujhse achhi wajah
Toh dhundh naa paaoge pyaar aisa usme
Nahi shaq mujhe
But I want you to stay
'Cause I want you to stay
Yes, I want you to stay
But I want you to stay
'Cause I want you to stay
Yes, I want you to stay
Yes, I want you to stay
Koi baat nahi ye
Mera dil bhi tera hai (Haan)
Haq ispe kya hi rakhu mai?
Kya hi mera hua hai (Haan)
Koi dilaasa mujhe de toh sahi
Leke sahara tera, jee lu zindagi
Meri jaan (Haan)
Dil dukha kuchh aisa ki dard hi chal diya
Chal diya
Meri jaan (Meri jaan)
Jab sochegi tu bhi ye kya tune kar diya
Kar diya
Ye baatein reh jayengi, chaahe hum naa rahe
Ye do pal mile hai khushi ke, mai baatu
Ke tujhe bhi gham naa rahe (Gham naa rahe)
Jo dhundhne jaaoge mujhse achhi wajah
Toh dhundh naa paaoge pyaar aisa usme
Nahi shaq mujhe
(But I want you to stay)
'Cause I want you to stay
Yes, I want you to stay
But I want you to stay
'Cause I want you to stay
Yes, I want you to stay
Yes, I want you to stay
But I want you to stay
'Cause I want you to stay
Yes, I want you to stay
Writer(s): Philip Cook, Joseph Bryn Kearns, 302found, Arpan Kumar Chandel
- AZLyrics
- K
- King Lyrics
You May Also Like
AP Dhillon & Amari - "Ma Belle" Kinjh karaan taareef tere chehre di
Kinjh karaan taareef tere chehre di
Kinjh karaan taareef tere chehre di
Jiddan da tera mukh vekheya
Rooh hoyi aa deewani
Ankhan vich neendar na paindi
Dil vich aa...
Darshan Raval - "Ek Tarfa" Akhiyon se dariya beh gaya haaye
Khwab woh adhoora reh gaya
Jag bhi paraya ho gaya haaye
Juda tera saaya ho gaya
Teri duniya mujhe ab na gawara hai
Par tu hasdi reh bas yehi sahara hai
Mohabbat ho...
Anuv Jain - "Mazaak" Yeh bhi mazaak hi toh hain
Saalon se sadko pe sambhal ke chal raha tha yoon
Gaalon ke gaddhon mein tere
Na jaane kyun main ladkhadake gir gaya huin
Muskuraao, aur aise hanso meri baaton pe
Girta...
Arjun Kanungo - "Tu Na Mera" Main sochta hu kya hai tu mera
Jo bhi hai sach hai kya hai khwab sa
Pehchaante hain jaante nahin
Milte hain kehne ko toh rozana
Tere liye main toh hu begaana
Khud se kehta rehta
Tu na mera, tu na...
Badshah & Karan Aujla - "Players" Rusi nu cahiye koi gehna sohneya ehna ta karna paina sohneya
Sohneya prada ni paranda cahida
Sohneya prada ni paranda cahida
Fer meluga je dil laina sohneya
Fer meluga je dil laina sohneya
Rusi nu...