"Dil Kya Kare" lyrics
"Dil Kya Kare"
(from "Julie" soundtrack)
Dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
Jane kaha kab kisi ko kisi ko pyaar ho jaaye
Unchi-unchi diwaaron se, is duniyaan ki rasmein
O, na kuch tere bas mein julie, na kuch tere bas mein
Dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
Jane kaha kab kisi ko kisi ko pyaar ho jaaye
Jaise parabat pe ghata jhookti hain
Jaise saagar se lahar uthti hain
Aese kisi chehre pe nigaah ruktee hain
Jaise parabat pe ghata jhookti hain
Jaise saagar se lahar uthti hain
Aese kisi chehre pe nigaah ruktee hain
Rok nahin sakati nazaron ko duniyaan bhar ki rasmein
Na kuch tere bas mein julie, na kuch tere bas mein
Aa, main teri yaad mein sab ko bhoola doon
Duniya ko teri tasveer bana doon
Mera bas chale to dil cheer ke dikha doon
Aa, main teri yaad mein sab ko bhoola doon
Duniya ko teri tasveer bana doon
Mera bas chale to dil cheer ke dikha doon
O, daud raha hain saath lahoo ke pyaar tera nas-nas mein
Na kuch tere bas mein julie, na kuch tere bas mein
Dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
Jane kaha kab kisi ko kisi ko pyaar ho jaaye
Unchi-unchi diwaaron se, is duniyaan ki rasmein
O, na kuch tere bas mein julie, na kuch tere bas mein
Dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
Jane kaha kab kisi ko kisi ko pyaar ho jaaye
- AZLyrics
- K
- Kishore Kumar Lyrics
You May Also Like
Arijit Singh - "Aaj Se Teri" Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se teri saari galiyan meri ho gayi
Aaj se mera ghar tera ho gaya
Aaj se meri saari khushiyan teri ho gayi
Aaj se tera gham...
Atif Aslam - "Jeene Laga Hoon" Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada
Pehle Se Zyada Tum Pe Marne Laga Hoon...
Main Mera Dil Aur Tum Ho Yahaan...
Phir Kyun Ho Palkein Jhukayein Wahan...
Tum Sa Haseen Pehle Dekha Nahin...
Tum Isse Pehle...
Kailasa - "Allah Ke Bande" टूटा-टूटा, एक परिंदा ऐसे टूटा
कि फ़िर जुड़ ना पाया
लूटा-लूटा, किसने उसको ऐसे लूटा
कि फ़िर उड़ ना पाया?
ओ, टूटा-टूटा, एक परिंदा ऐसे टूटा
कि फ़िर जुड़ ना पाया
लूटा-लूटा, किसने उसको ऐसे लूटा
कि फ़िर उड़...
Gajendra Verma - "Mann Mera (Original Version)" Saari raat aahein bharta
Pal-pal yaado mein marta
Maane na meri mann mera
Sooni-sooni shaam, soone savere
Behte hain aansu mere
Jaane kuch bhi na mann mera
Kabhi tera tha jo ab begana hai wo...