"Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna" lyrics

Lata Mangeshkar & Udit Narayan Lyrics

"Ho Gaya Hai Tujhko To Pyar Sajna"
(from "Dilwale Dulhania Le Jayenge" soundtrack)

Na jaane mere
Dil ko kya ho gaya
Abhi toh yahin
Tha abhi kho gaya

Na jaane mere
Dil ko kya ho gaya
Abhi toh yahin
Tha abhi kho gaya

Na jaane mere
Dil ko kya ho gaya
Abhi toh yahin
Tha abhi kho gaya

Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna
Hai yeh pyaar sajna

Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna
Hai yeh pyaar sajna

Dekha na tune
Mudd ke bhi piche
Kuch der toh main ruka tha
Jab dil ne tujhko

Rokna chaha
Durr tu ja chuka tha
Hua kya na jana
Yeh dil kyun deewana

Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna
Hai yeh pyaar sajna

Aye waqt rukh ja
Tham ja thahar ja
Wapas zara daud piche

Main chhod aayi
Khud ko jahan pe
Woh reh gaya modd piche

Kahan main kahan tu
Yeh kaisa hai jaadu

Arre ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Diladar sajna
Hai yeh pyaar sajna

Na jaane mere
Dil ko kya ho gaya
Abhi toh yahin
Tha abhi kho gaya
Kho gaya