"Theek Nahi Lagta" lyrics
Vishal Bhardwaj, Lata Mangeshkar & Gulzar Lyrics
"Theek Nahi Lagta"
Sab theek toh hai lekin
Kuch theek nahi lagta
Sab theek toh hai lekin
Kuch theek nahi lagta
Dil paas toh rehta hai
Nazdeek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Sab theek toh hai lekin
Kuch theek nahi lagta
Dil paas toh rehta hai
Nazdeek nahi lagta
Jab shaam ko jungle mein
Maati ki mehak aaye
Jab shaam ko jungle mein
Maati ki mehak aaye
Piya kahaan bole
Hawaa has ke guzar jaaye
Kehne ko toh bahut kuch hai
Par aur kuch nahi kehna
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Jingaari modti hai
Khaamosh alaao hai
Hum dono akele hai
Sun saan padaa hai
Jingaari modti hai
Khaamosh alaao hai
Hum dono akele hai
Sun saan padaa hai
Kuch toh baat toh hai humse
Kuch baat nahi hoti
Kuch theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Theek nahi lagta
Sab theek toh hai lekin
Kuch theek nahi lagta
Dil paas toh reta hai
Nazdeek nahi rehta
Writer(s): Gulzar, Vishal Bharadwaaj, Vishal Bhardwaj Music Label Llp
- AZLyrics
- L
- Lata Mangeshkar Lyrics