"Bhool" lyrics

"Bhool"

Maahi ve
Teri adaaon pe jab se nigahein pari
Hum apnay nahi
Sochon mai
Khoya rahoon, teri aadat hai mujhko lagi
Tu itni haseen

Dil mera na jaane kyun
Chahay phir tujhe
Jaisay barson se jurray
Hon silsilay

Mein tera hojaunga
Kehde bas mujhe
Lagta tujh ko bhi hai ye
Ya phir humein
Bhool hai

Ab tou piya bin roye
Aankhon teri mein khoye
Rehte hain har dum mere nain
Chehra tera o yaara
Chaand se bhi hai pyaara
Tu hi hai mere dil ka chayn
Raahon mein aaye na
Mann se tera tazkara jaaye na
Tere siwa koi bhi bhaaye na
Laagay nahi bin tere dil mera jaan-e-jaan
Meri yaadon mein tu
Waadon mein tu hai, iraadon mein tu
Saare ke saare zamanay ko yoon
Mein ne bhulaya hai tou meri sun le sadaa

Ye dil mera na jaane kyun
Chahay phir tujhe
Jaisay barson se jurray
Hon silsilay

Mein tera hojaunga
Kehde bas mujhe
Lagta tujh ko bhi hai ye
Ya phir humein
Bhool hai

Maahi ve
Tera deewana
Khud se begaana
Zaalim zamana
Maahi ve
Tera jahan hai
Jo tu yahan hai
Yehi dua hai

Dil mera na jaane kyun
Chahay phir tujhe
Jaisay barson se jurray
Hon silsilay

Mein tera hojaunga
Kehde bas mujhe
Lagta tujh ko bhi hai ye
Ya phir humein
Bhool hai

Maahi ve
Tera deewana
Khud se begaana
Zaalim zamana
Maahi ve
Tera jahan hai
Jo tu yahan hai
Yehi dua hai


You May Also Like
Anuv Jain - "Mishri" Yeh palkon mein Kuch baate hain Tere bina, tere bina Adhri si, saari raatein hain Tere bina, tera bina Aur aasma mein Jo taray hein Tu waise mere Dil mein sajha hain Ye taray jo Ab tootay toh In...
Rahul Sathu & Talha Anjum - "Channa Ve" Kaise bhoolun teri yaadein Tere bina sab khaali sa lage Jismon tak baatein Rooh se ab rishta kya bane Kaise bhoolun teri yaadein Tere bina sab khaali sa lage Dil ko samjhaun Ajj fir zidd teri yeh...
Salem Sandhu, Taimour Baig & Nimit - "Unkahi" Kabhi unkahi Tum bhi hum se kaho Kuch karo to zara Aitebaar sahi Tumhe na khabar Hum nahi bewafa Umra saari bita de Wafaa me teri Hosh to tujh me Kho se gaye hain Ho se gaye hain Ab hum lapataa...
Jokhay & Talha Anjum - "Now & Then" Kabhi-kabhi lagay tu bas aanay ko hai Aur phir Jaanam kabhi-kabhi tera koi nishaan he nahin Abhi-abhi dil ruk ke phir chal de ik lamhay may Jaisay abhi-abhi teri mehsoos hui kami Ek sehar, ek subha,...
AUR - "Safarnama" Shab e gham kyu dhalti nahi Zindagi ye badalti nahi Mai bhi haal batata nahi hu Tu bhi to chehra ye pdhti nahi Mere gham ki wajah bhi hai kuch To ye gham be sabab bhi nahi Aankhein tere hijr mein...