"Supermoon" lyrics

"Supermoon"

Kyun, shaam aati hai
Rooh meri kyun
Kaanp jaati hai
Main, sochta hoon ye (ye)
Chaandni raatein
Kyun sataati hain

O jaaneya
Saara jahaan, so gaya
Tu maane na
Main kya se kya, ho gaya
Aur in andheron mein
Main bekhabar, ho jaaun

Hoon main aa gaya
Anjaana main, yoon ghairon mein
Jaane jaana, hoon main chaah gaya
Iss saaye ke, andheron mein

Mushkilein bhi ek aan mein, tal jaayein
Shiddaton ki ye zanjeerein, pighal jaayein
Musibatein filhaal ye seh jaana (seh jaana)
Pukaari jaaun par aap nahi aatay
Kyun kar ek aankh nahi bhaate
Jo bhi kehna ho woh pyaar se, keh jaana

O jaaneya, main lut gaya
Kuch is tarah ki adaaon
Mein hi bekas, yoon rul gaya
Mera ye raaz, khul jaaye
Aur in andheron mein, main bekhabar
Ho jaaun

Hoon main aa gaya
Anjaana main, yoon ghairon mein
Jaane jaana, hoon main chaah gaya
Iss saaye ke, andheron mein

Hoon main aa gaya
Anjaana main, yoon ghairon mein
Jaane jaana, hoon main chaah gaya
Iss saaye ke, andheron mein


Writer(s): Murtaza Qizilbash