"Dil Ko Karaar Aaya" lyrics

Yasser Desai & Neha Kakkar Lyrics

"Dil Ko Karaar Aaya"

Dua bhi lage na mujhe
Dawaa bhi lage na mujhe
Jabse dil ko mere tu laga hai

Neend raaton ki meri
Chaahat baaton ki meri
Chain ko bhi mere tune yun thaga hai

Jab saansein bharu main
Band aankhein karoon main
Nazar tu yaar aaya

Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara...

Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara... Aa... Oo... Hmm...

Har roz puche yeh hawaayein
Hum to bata ke haare
Kyun zikr tera karte hai humse taare

Har roz puche ye hawaayein
Hum to bata ke haare
Kyun zikr tera karte hai humse taare

Ab kisse hai tere
Inn hothon pe mere
Izhaar aaya yaara...

Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara... Aa...

Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyaar aaya
Pehli pehli baar aaya
O yaara...


Writer(s): Nagpal Rajat, Khurana Pal Singh
You May Also Like
Arijit Singh - "Pal" Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Milke juda ho na paayega dil Dil ko main samajh paaun na Hmmm......
Sukriti Kakar & Prakriti Kakar - "Hum Tum" Yaadon mai tu hai Haan bas tu he Kaise yeh jaadoo kiya Hoon mai adhoori Tu hi zaroori Bin tere lagge na jiya Nasha sa teri aakhon mai baaton mai Tu jeene ki vajah Mazza na inn sooni sooni raaton mai...
Darshan Raval & Shreya Ghoshal - "Judaiyaan" Dard ki mehfil saja ke Phir se tanha ho gaya Raat din bas ro raha hai Naam leke tera Jisko khuda tha banaya Sar jiske aage jhukaya Usne hi toda mera dil Aur deke mujhko gaya Yeh judaiyaan ve Yeh...
Atif Aslam - "Mustafa Jaan-E-Rehmat" Lakhon salam, lakhon salam Lakhon salam, lakhon salam Mustafa jaan e rehmat pay lakhon salam Shama e bazam-e-hediat pay lakhon salam Hum gareebo kay aqaa pay bay-had darood Hum gareebo kay aqaa pay...
Emiway Bantai - "Shy" Baby give me try I can see that in your eyes (in your eyes) सबके सामने feel करती है तू fatte shy Eyes don't lie, baby eyes don't lie (no no) जब तू जारी थी I didn't want to say goodbye (haha) Baby...