"Dildariyaan" lyrics

Sukhwinder Singh & Salman Ali Lyrics

"Dildariyaan"

Duniya bhula ke chale hum befikar
Ye bhi na jaane ki manzil hai kidhar
Raahein bedi jaa le jayengi hume kaha
Hum to chal pade lekar ke apna karwaan

Hoo nahi dar na fikar
Hai junoon iss kadar
Jor humpe kisi ka nahi

Sochna kya hai ab
Saath apne hai rab
Paas phir kya hai apne kabhi

Dildariyaan
Hai teri dildariyaan
Hai pyariyaan
Hai jaise hume pyariyaan

Dildariyaan
Hai teri dildariyaan
Hai pyariyaan
Hai jaanse hume pyariyaan

Yaar se hoho Ishq hai
Yaar hee se to hui aashiqui
Hoo
Yaar ke naam pe
Hum to likh deabhi zindagi

Yaar se yaari hai
Duniya humari hai
Apni haqumat chale

Din ho gaye raat ho
Yaaro ke sath ho
Chalte rahe kaafi der

Yaari ki raah se door kar denge hum
Aayengi jo bhi dushvariyaan

Dildariyaan
Hai teri dildariyaan
Hai pyariyaan
Hai jaanse hume pyariyaan

Dildariyaan
Hai teri dildariyaan
Hai pyariyaan
Hai jaise hume pyariyaan

Ye hawa ho ye fiza
Kar rahi hai isara hume
Yu laga aaj yu laga
Yaar rahe hai pukar hume

Man chahe sapne hai
Sabke sab apne hai
Jhule chalo aasman, Aasman

Udti hawaeein hai
Jaise duaaein hai
Dekho yaha se waha

Hum chale, chal pade
Apni dhun mein magan
Humse kehne lagi
Yaariyan

Dildariyaan
Hai teri dildariyaan
Hai pyariyaan
Hai jaanse hume pyariyaan

Dildariyaan
Hai teri dildariyaan
Hai pyariyaan
Hai jaanse hume pyariyaan

Hai pyariyaan
Hai jaanse hume pyariyaan
Hai pyariyaan
Hai jaanse hume pyariyaan


Writer(s): Avtar Dhiman, Sukhwinder Singh