"Dobara" lyrics

Sukriti Kakar & Prakriti Kakar Lyrics

"Dobara"

Kahin bhi nazar ho meri
Tera hi nazaara ho
Agar ishq ho phir humko
Tujhi se dobaara ho

Kahin bhi nazar ho meri
Tera hi nazaara ho
Agar ishq ho phir humko
Tujhi se dobaara ho

Karke waade bhool gaya
Kha ke kasmaan door gaya
Kattdi naiyyo raataan kaaliyaan

Milke jahaan juda hue they aakhri dafa
Aaja chale wahi pe dobara
Lagta nahi kahin bhi dil mera tere bina
Aaja chale wahi pe dobara

Teri ankhein doondhta hai
Teri shaamein maangta hai
Ho sake toh saath woh
Mausam le aana

Roz dil tumko bulaaye
Yaad aayi tum na aaye
Aao jab is baar apne
Saath le jaana

Jab jab dil ko pyaar hua
Tujhse hi har baar hua
Tere aage sab main haariyaan

Milke jahaan juda hue they aakhri dafa
Aaja chale wahi pe dobara
Lagta nahi kahin bhi dil mera tere bina
Aaja chale wahi pe dobara


You May Also Like
Gajendra Verma - "Mann Mera" Saari raat aahein bharta Pal pal yaadon me marta Maane na meri mann mera Thode thode hosh madhoshi si hai Neend behoshi si hai Jaane kuch bhi na man mera Kabhi mera tha par ab begana hai ye Deewana...
Isabela Merced - "PAPI" La la la la, la la la La la la la, la la la La la la la, la la la La la So you're looking for attention Or did I forget to mention? Don't like frivolous affection I don't want it on the first date...
Arjun Kanungo - "Woh Baarishein" Woh bhi kya shaam thee Barse thay toot ke Baadal july ke... Har jagah Haathon mein chhatriyaan Dono ke theein magar Bheege thay dono hi... Be wajah Woh baarishein Kya ho gayin? Kya ho gayin Woh...
Dharia - "Tara Rita" Tara rita ta you be Tara rita poetry Tara rita ta to me Lyrics to my heart Oh no no Hold me as if you loved me Oh my, oh my Cause I want you around me Oh my Tara rita ta Boy, I don't wanna lose it...
Vidya Vox - "Lost In The Summer" Summer nights, sea side, hey Red sun over low tide, hey Look inside of my eyes, hey Tell me what you see Days come and days go by Drive fast, we live slow, I'm In love, but dont know why Tell me...