"Adhoora Pyaar" lyrics

"Adhoora Pyaar"

Saath hum nahin hain kyon
Main rahoon ya na rahoon
Jayenge jab iss jahan se saath gham ye jayega

Adhoora woh pyaar yaad aayega
Tha ishq sawaar yaad aayega
The hum beqaraar yaad aayega

Meri yadon mein bhi aana ab chod de
Rishta nahi hai jo bhi hai woh tod de
Aisa mauka tujhe dena nahi chahunga ki
Tu pehle waada kare phir waada tod de

Adhoora woh pyaar yaad aayega
The hum beqaraar yaad aayega
Tha ishq sawaar yaad aayega

Mohabbat ki thi tune
Hum itne bhi nahi bure the
Kabhi toh ye bhi din ke hum dono ke dil jude the

Tumko talaash kisi aur ki thi bol dete
Hum toh pagal the liye tere ho chuke the
Tum bolo gairon ke sang unn rasto pe chal diye kyon
Bolo bewafai wale itne saare kal diye kyon
Woh ek cheez mohabbat ki nashani thi
Phool nahi the woh toh dil the
Jo masal diye yoon

Main dil ko rokta hu
Tujhko na bad dua de
Maana abhi hain juda
Par pehle kabhi humnava the
Main mar jaaon
Ya tujhe bhool jaaon kisi tarah
Mere sitamgar mujhko
Kuch aisi tu dua de

Adhoora woh pyaar yaad aayega
The hum beqaraar yaad aayega
Kahan mera yaar yaad aayega

Maine ghar bhi basaya tere kehne pe
Ye hai gham mera mujhko hi sehne de
Akele reh paate toh bhi toh reh lete
Phir se pyaar nahi hoga ab rehne de

Log poochte hain patthar ho gaye ho kaise
Tere baad usse chua nahi uss tarah se

Mere saath accha kiya nahi tune yaara
Uss mein bhi tujhko hi dhoondhta hoon waise

Adhoora woh pyaar yaad aayega
The hum beqaraar yaad aayega
Kahan mera pyaar yaad aayega
Ishq sawaar yaad aayega


You May Also Like
Dev Negi, Payal Dev, Deane Sequeira & Javed-Mohsin - "Nikamma" Pehli nazar mein hi main hil gaya Dhoondha tha jisko mujhe mil gaya Nikamma! Pehli nazar mein hi main hil gaya Dhoondha tha jisko mujhe mil gaya Tu peechhe pada hai kyun zid pe ada hai Kya kehte...
Kailasa - "Piya Ghar Aavenge" चोक पुराओ, माटी रंगाओ आज मेरे पिया घर आवेंगे आज मेरे पिया घर आवेंगे चोक पुराओ, माटी रंगाओ आज मेरे पिया घर आवेंगे आज मेरे पिया घर आवेंगे ख़बर सुनाऊँ जो, ख़ुशी रे बताऊँ जो आज मेरे पिया घर आवेंगे आज...
Sukriti Kakar, Prakriti Kakar & Sukh-E Muzical Doctorz - "Sona Lagda" Jab Se Mili Hai Teri Meri Ye Nazar Rab Di Sau Kuch Hua Hai Asar Lakh Lakh Munde Rakhen Meri Ni Khabar Ek Mainu Bas Teri Hi Fikar Kahin Vi Tu Mainu Le Ja Soneya Sang Raj Ke Chalan Main Ambaraan Tenu...
Arijit Singh - "Bairiya" Moti teri yaad ke Dori teri saans Piro piro ke kaantun kab tak Jeevan ka banbaas Ho mitti ki kaya mein ab Bhookh bachi na pyaas Saanwre sajan pukaar le mohe Apne paas Jaap honthon pe ek tere nam...
Akon - "Criminal" Oh... oh... oh Oh... oh... oh... oh Oh... oh... oh Oh... oh... oh Oh... oh... oh... oh Oh... oh... oh Look out look out The siren's blaring She dropped me down I can't stop staring Oh... oh... oh...