"Duniya Soye" lyrics

"Duniya Soye"

Duniya soye main jagoon, jagoon saari saari raat
Mera koi nahi hai karoon taaron se baat
Duniya soye main jagoon, jagoon saari saari raat
Mera koi nahi hai karoon taaron se baat

Koi toh hoga jo khuda ne banaya hai
Kaun hai kahan jo hisse mein mere aaya hai

Jaagi jaagi raton mein
Khali khali haathon mein
Kisko likha hai bata
Baaton hi baaton mein
Adhoori se khwahishein hain aur
Aakhon mein barsaat

Duniya soye main jagoon, jagoon saari saari raat
Mera koi nahi hai karoon taaron se baat

Kya hai ye zindagi isse kaise jiya jaata hai
Tanha hoon itna ke mar jaane ko jee chahta hai
Mehfil mein bhi hum tanha reh jaate hain
Logon ka kya hai bhala aate hain jaate hain
Saath rehte hain magar koi na deta saath

Duniya soye main jagoon, jagoon saari saari raat
Mera koi nahi hai karoon taaron se baat
Duniya soye main jagoon, jagoon saari saari raat
Mera koi nahi hai karoon taaron se baat


You May Also Like
Vidya Vox - "Diamonds" Diamonds and gold Mehndi and Bangles So beautiful She moves like an angel Dance like she don't gotta Caring the world like Eh le le le le, le le le lo Flames reachin' high But can't touch the fire...
Darshan Raval - "Dil Mera Blast" Oye Darshan! Wo aaya... wo aaya... Wo aaya... wo aaya... Mastiyon ka ye samaa hai Celebration waali baat hai Fiqr kisko hai jahaan ki Main tere tu mere saath hai To jhoomein banke befiqar Zaraa...
Badshah, Fazilpuria, Sukriti Kakar, Neha Kakkar - "Kar Gayi Chull" Yeah… Arrey ladki beautiful, kar gayi chull (Chull chull…) Arrey ladki beautiful, kar gayi chull (Chull chull…) Yeah.. Dekh tera rang saawla hua baawla Ladki nahi hai tu hai garam maamla Bolti...
Jubin Nautiyal, Badshah & Shashaa Tirupati - "The Humma Song" Ek ho gaye hum aur tum Humma humma humma… Toh udd gayi ninde re Hey humma… Ek hogaye hum aur tum Toh udd gayi ninde re Aur khanki payal masti mein Toh kangan… Yeh pehli baar mile Tumpe ye dum...
Emiway Bantai - "Khatam Hue Waande" Bigad gayi hai Bigad gayi hai Karegi dhokha khule-aam main Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de Aye...