"Main Akela Hoon" lyrics

"Main Akela Hoon"

Lonely I am so lonely
Lonely I am so lonely

Bheed Hai kitni shehar mein
Par woh nahi jo saath ho
Main akela hoon mera tum haath thaam lo
Main akela hoon mera tum haath thaam lo

Lonely I am so lonely
Lonely I am so lonely

Soona sa ghar sooni deewarein kuch toh baat karti hain
Rote huye woh raat bhar kisko yaad karti hain
Waqt hai thehra hua jo jaan na hai jaan lo

Main akela hoon mera tum haath thaam lo
Main akela hoon mera tum haath thaam lo

Aaate huye tumko batao dekha kisi ne toh nahi
Badnaam hain hum toh bade ye mohalla shareefon ka hai nahi
Jaane bhi do choro fikar ab badnnaam ho ya naam ho

Main akela hoon mera tum haath thaam lo
Main akela hoon mera tum haath thaam lo

Lonely I am so lonely
Lonely I am so lonely


Writer(s): Tony Kakkar
You May Also Like
Badshah - "Genda Phool" Unh, unh! Unh, unh! Unh, unh! Chale jab tu latak matak Laundo ke dil patak patak Saansein jaaye atak atak Aata maajhi satak satak Bum tera gotay khaye Kamar pe teri butterfly Body teri makkhan...
Darshan Raval - "Asal Mein" Kyun Khuda ne di laqeerein Jisme zaahir naam nahi tera Likh raha hoon dard saare Yun toh shayar naam nahi mera Itna bhi kya bewafa koi hota hai Yeh soch kar raat bhar dil ye rota hai Asal mein, tum...
Dev Negi, Neha Kakkar, Monali Thakur & Ikka - "Badri Ki Dulhania (Title Track)" Khelan Kyun Na Jaye Tu Hori Re Rasiya Khelan Kyun Na Jaye Tu Hori Re Rasiya Pooche Hain Tohe Saari Guiyan Kahan Hai Badri Ki Dulhania, Dulhania Kurti Pe Teri Malun Gulaal Rang Bata Blue Ya Laal Air...
Arijit Singh - "Pal" Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Milke juda ho na paayega dil Dil ko main samajh paaun na Hmmm......
Asees Kaur, IP Singh, Dev Negi & Sachin-Jigar - "Bansuri" Pichhe pichhe aunda Meri vehnda aaye Jutti vi kasoori meri Ohvi lainda aaye Tere mere vich channa Honi nai gudmahi Haaye siyapa hoye siyapa Honi nai gudmahi Lambo laike aawan gehi maaran Tere...