"Zindagi Bata De" lyrics
"Zindagi Bata De"
Zindagi Bata de kyon tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hoon
Ye bhi kya gunaah hai
Zindagi Bata de kyon tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hoon
Ye bhi kya gunaah hai
Mere apne bhi apne nahi hain kyon
Mere sapne nahi hai, Nahi hai kyon
Mujhe khud se ummeedein hain
Na jaane kyon
Logon se umeedein nahi hain kyon
Meri barbaadi, chahat saaro ki thi
Ek fehrist lambi rishtedaron ki thi
Mujhe ik shaks apna nahi kyon dikha
Kal Mehfil mein bheed hazaron ki thi
Zindagi Bata de kyon tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hoon
Ye bhi kya gunaah hai
Zindagi Bata de kyon tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hoon
Ye bhi kya gunaah hai
Maine jaana ye duniya sirf matlab se chalti hai
Ho gayi mohabbat ye meri hi galti hai
Apno ko khone dar nahi kisi ko
Duniya hai babu paise se darti hai
Dikhta hai nukhsaan dikhta nafa hai
Paiso se bikti hai, bikti wafa hai
Har cheez ka mol hota yahan pe
Laakhon rupaye ki
Ek ek adaa hai
Zindagi Bata de kyon tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hoon
Ye bhi kya gunaah hai
Zindagi Bata de kyon tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hoon
Ye bhi kya gunaah hai
Mere yaar mar jaana hai jaana hai
Zindagi haqeeqat hai ya fasana hai
Jana hai jaana hai jaana hai
Zindagi haqeeqat ya fasana hai
Zindagi Bata de kyon tu khafa hai
Sansein hi toh le raha hoon
Ye bhi kya gunaah hai
Thanks to Rushi for correcting these lyrics.
Writer(s): Tony Kakkar
- AZLyrics
- T
- Tony Kakkar Lyrics
You May Also Like
Darshan Raval - "Asal Mein" Kyun Khuda ne di laqeerein
Jisme zaahir naam nahi tera
Likh raha hoon dard saare
Yun toh shayar naam nahi mera
Itna bhi kya bewafa koi hota hai
Yeh soch kar raat bhar dil ye rota hai
Asal mein, tum...
Sachet Tandon - "Maiyya Mainu" Na re na re na re na re na
Tujh bin rehna nai hona
Dekh tujhe bas hai jeena
Tera hona nazrana
Zindghani mein hona tera
Lakh lakh shukar main kehna
Ho maiyya mainu yaad aave
Sun charkhe di rooh
Ho...
Arjun Kanungo - "Statue" Dekha tuney mujhe chadne lagi
Jaise chadta hai din
Jaise hi dekha maine tujhe
Kar liya bas kuchh zyada hi imagine
Tu hai baddest IMO
Tere aage saari gayab ho
Mujhe sikha de all you know
Suni hai...