"Bewajah" lyrics

Hasan Raheem & Umair Lyrics

"Bewajah"

Oh, oh, oh, oh
Haan-aan-aan
Oh, oh, oh, oh
Oh, oh, oh

Haan, iss se pehle bewafa ho jaayein hum
Kyun na, ay jaana, juda ho jaayein hum?
Shaakh jo shajar pe thay tere kabhi
Phool murjha gaye, unhi ke baithein hum
Saadgi ka jaiza abhi bhi lete ho
Dil yun phenk ke yeh dil nahin kyun dete ho?
Hum se aashna kya hona, mere jaan-e-mann?
Pyaar hi nahin, labon se jhoot kehte ho
Itne laad se rakha tujhe sambhal ke
Jee aur aap, guftugu mei ba-kamaal thay
Sarkashi kya aagayi jo darmiyan mei
Ajnabi bana gaye tum ek saans mei

Bewajah
Bewafa
Tu bewajah?
Ke befawa?
Bewajah
Bewafa
Tu bewajah?
Ke befawa?

Samandar tha jo meri aankhon mei, yeh kehta tu
Aankhen teri phir nashe mei har pal rehti kyun?
Ulfaton ke jaam tunay hai piye bohot
Meri aankhon ke nashe me kyun na dooba tu?
Afsana tera tha gham bhara, mein behki yun
Jhoot bolay tunay itne, mein bhi sehti hun
Ek hassi hi maangi thi meine labon ki jo
Phool se udhaar kab talak leti hi rahun?
Tu maasuum tha ke apne gham mei pee gayi
Tu bhoola jo itni yaadein, mein bhi reh gayi
Seenay se laga ke waar kar gaye jo tum
Be-asar tha tera pagla, mehfil keh gayi

Bewajah
Bewafa
Tu bewajah?
Ke befawa?
Bewajah
Bewafa
Tu bewajah?
Ke befawa?

[?]
Rock-rock-rockstar

Bewajah
Bewafa
Tu bewajah? (Bewajah)
Ke befawa? (Bewafa)
Bewajah (Bewajah)
Bewafa (Bewafa)
Tu bewajah?
Ke befawa?


You May Also Like
AUR - "Me" Dekho idhar (Dekho idhar) Tum aankhon se parh lo yeh baatein aur kuch na kaho (Kuch na kaho) Udaasi samaito bhalay jhootay hastay raho (Hastay raho) Mein tera hoon tera, tum chahay kisi ke bhi ho...
Taimour Baig & AUR - "Mulaqaat" Tujhe dhoondta hn ab in hawaon me Jahan ghoomte thay hum unhi raahon me Teri khoj me ye aagya kahan hn me Tu to mila hi nhi to kahan jaaon me Jidhar dekho udhar tujh ko hi paaon me Choona chahon or...
Jokhay, Talha Anjum & Asim Azhar - "Rock Bottom" Mujhe dard-e-dil ki dawa nahi Mujhe dard-e-dil ke dalail de Tera aana mujh pe zaroori tha Tere aanay ke kuch marahil thay Hum dono mei kaafi masail thay Par hum dono aik dusre ke qail thay Kabhi mila...
King - "She Don't Give A" And this goes of for all the beautiful ladies in this world Who got a dream A dream to fly high Where nobody gonna stop you Nobody gonna tell you what to do what to not And those goes all for you...
Salem Sandhu, Taimour Baig & Nimit - "Unkahi" Kabhi unkahi Tum bhi hum se kaho Kuch karo to zara Aitebaar sahi Tumhe na khabar Hum nahi bewafa Umra saari bita de Wafaa me teri Hosh to tujh me Kho se gaye hain Ho se gaye hain Ab hum lapataa...