"Boba-Tea Freestyle" lyrics

Shareh & Umair Lyrics

"Boba-Tea Freestyle"

Khamoshi bhi keh deti baatein tou khat pay bhi aksar bus likh dete naam
Yeh qala ka meri taqaza kay rukna bhi chaahey tou rukey na kaam
Wou chahtay giraana mujhe, wou dete hain taang, wou houtay na-kaam
Jab jaatay hain gaanay yeh stores pay uth'tay hain tabhi yaha jashan kay jaam

Tou parhengein bhaari ab tujhpe yeh naam dou
Mai thaku'n na mujhe bus kaam dou
Beshak nahi laakhou par suntay hazaar log
Krte mooseeqi bus shaayir hain naam ko
Seatou pay bethou aur dil'oun ko thaam lou
Beatou kay rhythm pay mujhse tum gyaan lou
Mai likhta hu dil say tou ispay dehaan dou
Soutay kiu mujhpay, jagaana awaam ko, damn

Jab billboard pay dikhegi shakal tab lunga mai chein
Jab lunga mai jaakay award tab lunga mai chein
Aur mai bhi hu g-side like TY tou leni hai benz
When i touch the base like TA tou spend kru bands

Rakhi hain khuahishein, dekhey hain khuaab
Mai wou sitaara jou pohanchega chaand
Yeh flow jese paani tou laayega sailaab
Tou phasengein kese aap mujh mein janaab?

Jitna hai alag yeh mera jou naam
Ab utna hi alag hi dena hai kaam
Bulandi pay kharey hum alan-elaan
Tou bhoolega kese koi mera yeh naam?

Bhallay tum shakal 2 dikhaatay lekin jou tujhme hai kami wou aqal ki
I opened my dms tou mere saath pata nahi peeni thi kisi ko bubble tea
Mujhe yaad hai wou waqt, jab nahi tha koi naam, tou meri thi kisi ko qadar nahi
Ab larka hai fly, nahi karta reply, par bhi wou karti hai sabar B

Agar hum toot bhi jayein, tou loop mein gaye, yu milta hai sukoon
Kar mehsoos yeh vibe, yeh booze pay line, kay jesa hai suroor
Agar sab bhool hi jayein yeh naam tou aisa khaak mein ghuroor
And im married to the game aur success tu meri


You May Also Like
Young Stunners (Talha Anjum & Talhah Yunus) - "Purpose Rap" Wujood-e- zan se tasweer-e- kainaat me rang Wo na he kamzoor na he wo kissi se kam Uske iraade aise jese chattaan hu Na wo girrey na wo jhukkay tum bhi ye jaan lo Khuda ne taaqat k sath aqal de insan...
aleemrk - "Jaan Kaari" Jaan maari mene jese hee thori jaan maari Bana thora naam mere kaam kee le jaan kaari Jaan maari mene jese hee thori jaan maari Kaam pohoncha logo tak ab log bole kaam bhaari Jaan maari mene jese...
Shubh - "Buckle Up" Hmm-hmm-hmm Oh kitti Udaa-Adaa-Eidi badmashi ch Gaddi de window tint chaare maar naa tu jhaatia Pallan ch jandi jaan na koi kari gustakhian Diggi ch rakha base ballakar rakha taki ch Ni veham...
Karan Aujla & Ikky - "Admirin' You" Man like Ikky! Kade milke betho Gal kariye pyar di Vaaj kaali kaali raat mardi Dekho taareyan di lo Hath ta fado Kade ni chhad'da yaar ni Tere to deva jaan vaar ni Tusi hukam karo Kade milke...
King - "Maan Meri Jaan" Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai Tujhe khush main rakhunga soneya Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai Sari baatein main sununga soneya Tere dil se na, kabhi khelunga...