"QABIL" lyrics

"QABIL"

Dhoondun mein tareekiyon may woh dheemay ujaalay
Keh kehta hoon taaray samandar kinaaray
Mil jaa kahin pe sukoon ki tarah
Sardi may milti ho jaise subaah
Lagta nazaaray yeh chain se bulaa rahay
Jab bhi mein gira tou laga ke koi saath nahi
Tu khud hi utha pehle, rasta abhi baaqi sahi par
Yeh awaaz hai
Khudse sawaal hai

Kya mein iss sab ke qabil?
Rabb, shukar tera bohot diya
Uski nawazish jisne bhi meetha bol diya
Izzat ki khwahish, par kis ke liye bohot kiya?
Kehna chaahta mein dil ki yeh baatein
Kya mein iss sab ke qabil?
Rabb, shukar tera bohot diya
Uski nawazish jisne bhi meetha bol diya
Izzat ki khwahish, par kis ke liye bohot kiya?
Kehna chaahta mein dil ki yeh baatein

Zakhmon ko apne mein sabse chhupa ke
Sabko mein kehta hoon mat ho udaas, ayy
Kya rahun sang tou phir kya hai fikar?
Tanha nahi bas tha bekhabar
Chal para raston pe sapne sajaa ke
Ab aisa lagay jaise kasar koi baaqi nahi
Dhun yeh hai juda aur ab rukti sabki taali nahi
Jaise yeh khwaab hai
Khudse sawaal hai

Kya mein iss sab ke qabil?
Rabb, shukar tera bohot diya
Uski nawazish jisne bhi meetha bol diya
Izzat ki khwahish, par kis ke liye bohot kiya?
Kehna chaahta mein dil ki yeh baatein
Kya mein iss sab ke qabil?
Rabb, shukar tera bohot diya
Uski nawazish jisne bhi meetha bol diya
Izzat ki khwahish, par kis ke liye bohot kiya?
Kehna chaahta mein dil ki yeh baatein


You May Also Like
Kushagra, Showkidd & Akash Rajput - "Dhol Sipahiya" (ਨਹੀਂ ਆਇਆ ਮੇਰਾ ਢੋਲ ਸਿਪਾਹੀਆ) (ਨਹੀਂ ਆਇਆ ਮੇਰਾ ਢੋਲ ਸਿਪਾਹੀਆ) (ਨਹੀਂ ਆਇਆ ਮੇਰਾ ਢੋਲ ਸਿਪਾਹੀਆ) (ਰਾਹਾਂ ਤੱਕਦੀ–) (ਨਹੀਂ ਆਇਆ ਮੇਰਾ ਢੋਲ ਸਿਪਾਹੀਆ) (ਮੇਰਾ ਢੋਲ ਸਿਪਾਹੀਆ) (ਨਹੀਂ ਆਇਆ ਮੇਰਾ ਢੋਲ ਸਿਪਾਹੀਆ) (ਰਾਹਾਂ ਤੱਕਦੀ–)...
JANI, Umair & Abdullah Maharvi - "Nothing Like U" Dil ki yeh baatein hum kaise kahein? Teri yaadon may jaltay rahein (Rahein, rahein) Odhay naal he tu reh Apna naa tu keh Kalleya rehne de Odhay naal he tu reh Mere naal naa dard seh (Ooh) Aansu yeh...
AUR - "Tu Hai Kahan" You belong right in this moment I'm falling fast My heart, you just stole it Don't bother asking Everything's right with me As long as you stay with me Ki jab main hadd se aage badh gaya tha...
Anuv Jain - "Gul" Na dastakein Yeh tere dil ki, haan, wahi dhadkane hai Yoon zor se jo tujhko abh sun rahin hai Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai Aaye nahi, jinke the vaade Waqt uljha hua hai tere yahan pe Kya...
Jokhay & Talha Anjum - "Now & Then" Kabhi-kabhi lagay tu bas aanay ko hai Aur phir Jaanam kabhi-kabhi tera koi nishaan he nahin Abhi-abhi dil ruk ke phir chal de ik lamhay may Jaisay abhi-abhi teri mehsoos hui kami Ek sehar, ek subha,...