"Mere Yaaraa" lyrics
Arijit Singh, Neeti Mohan & Kaushik Lyrics
"Mere Yaaraa"
(from "Sooryavanshi" soundtrack)
Tumse dil jabse mila hai
Koi to wajah hai, Ishq hua hai
Itni si baat samajh lo
Saaare jaahan me tumse hua hai
O Laakho mile, Koi bhi na tumsa mila
O Mera ye dil teri or chalta gaya na rukaa
Mere Yaaraa, Mere Yaara
Maarjaana Mere Yaara
Aake mujhe thaam le
Tu bhi mera naam le
Mere Yaaraa, Mere Yaara
Maarjaana Mere Yaara
Hoo teri meri baate hoti rahe
Esi mulaqaate hoti rahe
Tu jo mere paas rahe
Jaadu sa yu chalta rahe
Hona hai jise vo ho jaane do
Khona hai ise kho jaane do
Door se to hoga nahi
Thoda to kareeb aane do
Ho Laakho mile, Koi bhi na tumsa mila
O Mera ye dil teri or chalta gaya na rukaa
Mere Yaaraa, Mere Yaara
Maarjaana Mere Yaara
Mere Yaaraa, Mere Yaara
Maarjaana Mere Yaara
Writer(s): Rashmi Virag
- AZLyrics
- A
- Arijit Singh Lyrics
You May Also Like
Atif Aslam - "Dil Diyan Gallan" Kacchi doriyon, doriyon, doriyon se
Mainu tu baandh le
Pakki yaariyon, yaariyon, yaariyon mein
Honde na faasley
Eh naraazgi kaagzi saari teri
Mere sohneya sunn le meri
Dil diyan gallan
Karaange naal...
Badshah & Aastha Gill - "Paani Paani" Usne mujhe chhua bhi nahi
Aisa waisa kuch hua bhi nahi
Nazar thi paini, hui bechaini
Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi
Saiyaan ne dekha aise
Main paani paani ho gayi
Main paani paani ho gayi...