"Sar Aankhon Pe Mere" lyrics
"Sar Aankhon Pe Mere"
(from "Sitaare Zameen Par" soundtrack)
Syahi kam pad jayegi
Likhne main lag jaun to
Jo pyaar hai mera tere liye
Palkein nam pad jayengi
Sunne tu lag jaaye to
Jo khwab hai mere tere liye
Main saans, tu hawa hai
Kuch na tere siva hai
Main saans, tu hawa hai
Kuch na tere siva hai
Tere bin jeena sirf naam ka
Teri ye mohabbatein, inayatein sar aankhon pe mere
Saare gile-shikve, shikayatein sar aankhon pe mere
Teri ye mohabbatein, inayatein sar aankhon pe mere
Saare gile-shikve, shikayatein sar aankhon pe mere
Ho, ho, ho
Ho, ho, ho
Tu hee tu sar aankhon pe mere
Sar aankhon pe mere
Duniya ka kya main karu khoye tu jo agar
Chahe badloon main karvate, soye tu magar
Hare-bhare din lage teri muskan se
Patjhad si ho zindagi roye tu agar
Ho, ambar se barsaat ki boondein kam pad jayengi
Wo pyaas hai meri tere liye
Tere naam jaan kar ke
Zinda hoon tujhpe mar ke
Tu na ho to main bhi kis kaam ka
Teri ye mohabbatein, inayatein sar aankhon pe mere
Saare gile-shikve, shikayatein sar aankhon pe mere
Teri ye mohabbatein, inayatein sar aankhon pe mere
Saare gile-shikve, shikayatein sar aankhon pe mere
Ho, ho, ho
Ho, ho, ho
Tu hee tu sar aankhon pe mere
Sar aankhon pe mere
- AZLyrics
- A
- Arijit Singh Lyrics
You May Also Like
A.R. Rahman & Lata Mangeshkar - "Luka Chuppi" Luka chuppi bahut hui
Saamne aa ja na..
Kahaan kahaan dhoondha tujhe
Thak gai hai ab teri Maa
Aaja saanjh hui mujhe teri fikar
Dhundhla gai dekh meri nazar aa ja na..
Aaja saanjh hui mujhe teri...
Kushagra, Bharath & Saaheal - "Last Love" तेरी आँखों से देखु मैं ज़माना
तू ही था घर और तू है ठिकाना
फेरा जो मुँह तूने रास्ते से
अब ये सफर रह गया बेगाना
माना ना मेरे मनाने पे
दिल खामखा दिल खामखा
टूटा फिर खाली उम्मीदों से
दिल का मकान दिल का...
Darshan Raval - "Mahiye Jinna Sohna" Kya bataun main tujhe
Tu hai jo mila mujhe
Ho gayi hai rab di aamada
Itne naseeb se
Dekha hai qareeb se
Noor diyan hoiyan barishaan
Ho sajke jo aaye tu
Ankhiyon ke samne
Nazra lage na meriyaan
Ho...
Atif Aslam - "Be Intehaan" Suno na
Kahe kya
Suno na
Dil mera
Suno na
Sunlo zara
Teri bahon mein
Mujhe rehna hai raat bhar
Teri bahon mein
Hogi subah
Be intehaan be intehaan
Yun pyaar kar
Yun pyaar kar
Be intehaan
Dekha...