"Tu Nadi Ka Kinara" lyrics

Arijit Singh, Aakanksha Sharma & Asad Khan Lyrics

"Tu Nadi Ka Kinara"

Tu nadi ka kinara
Gumnaam saa main hoon safeena

Tu hai mausam bahara
Sookhi sookhi main heena
Jaan meri hai phasi ek mulagat mein

Kaise main ab jeeyun aise halaat mein
Sar pe gham ka hai jo aasman

Tere bina marz aadha adhoora hai
Ek dhundh hai
Shaam hai naa savera hai
Tanha hoon main
Phir bhi tanha nahi
Darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun


You May Also Like
Anuv Jain & AP Dhillon - "Afsos" Haan Teri yaadan yaadan Teri yaadan le ke betha Kai raatan raatan Par aaj Ena raatan picho Meinu sab sach nazar ae aunda Kivein akhan akhan? Jo guroor si Oh fizool si Meinu aaj pata laga Ki kasoor...
Banjaare - "Bairan (बैरण)" हो, मन्ने सांभ-सांभ राखे तेरे झांझरा के जोड़े मेरी गेल रो-रो ये भी छोरी बावले से होरे मन्ने आए जावे ख्याल तेरे, खाए जावे ख्याल तेरे जीण कोन्या देती, हाय बैरी तन्हाई मन्ने गीतां में गाई, कदे छाती के...
Shreya Ghoshal - "Saiyaara Reprise - Female" Hmm-mm-mm, hmm-mm-mm Aa-aa-aa, aa-aa-aa Main tere kal mein hoon, aaj mein hoon Main teri saanson ke saaz mein hoon Aankhein jhuka ke sunle mujhe tu Main tere dil ki aawaz mein hoon Tu hausla hai, tu...
Anuv Jain - "Arz Kiya Hai Coke Studio Bharat" Kayar jo the Woh shayar bane Ab kya kya karein Ye ishq mein Na kehte the kuchh jo Lage khoj mein Kya lafz chune Naye aashiq ye Ishq mein tere hain Faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuchh tere...
Faheem Abdullah - "Saiyaara" Tu paas hai, mere paas hai aise Mera koi ehsaas hai jaise Tu paas hai, mere paas hai aise Mera koi ehsaas hai jaise Haaye, main mar hee jaaun jo tujhko na paaun Baaton mein teri main raatein bitaun...