"Bura Sapna" lyrics
"Bura Sapna"
Challo leke chaloon
Tumhe mere saath yeah
Yeh kahaani ek raat ki baat hain yeh
Bandi Sofa pe baithi
Main hoon baitha paas main
Mere haath mein cigerette aur glass hain
Thodi zyaada pee li Maine usse lage
Uske saare dost Log Bade bade
Iss shaam ke naam pe
Botallon se peete peete
Has rahein meri har mazaak pe
Achanak mujhe yaad aaya yeh bura Sapna hai bura Sapna hai
Yeh Badi zindagi hain
Hain bematlab si
Joh tu na yahaan hain
Bematlab yeh zindagi joh tu na yaha hain
Yahan aate aate dekha maine sab Yeah
Kabhi up kabhi down yeh toh roz ka hain
Upar jaate jaate sabko banna dost
Teri status unki dosti ispe nirbhar hai
Har music label bole family hum family
Har artist bole humme paison se matlab nahi
Saala business hain yeh, sapnon ki yeh Industry
Aur sach bolu Main bhi inse alag nah
Aur sach bolu Main bhi inse alag nahi
Aur sach bolu Main bhi inse alag nahi
Ab Na mujhe lage ki meri zindagi bura sapna hain bura sapna hain
Yeh sapane ki aadat si hain mujhko jagna mana hain
Yeh circus ki aadat hain ab rukna mana hain
Yeh circus ki aadat hai ab
Writer(s): Arjun Kanungo
- AZLyrics
- A
- Arjun Kanungo Lyrics
You May Also Like
Darshan Raval - "Mujhe Peene Do" Raat aayi hai raat aane do
Nasha hota hai nasha hone do
Dil jalta hai dil jalne do
Yaad aayi hai mujhe peene do
Raat aati hai raat aane do
Nasha hota hai nasha hone do
Dil jalta hai dil jalne do...
Emiway Bantai - "Grind" Wo karna chaahti grind
Main bhi baitha masti mein
Khadi hai behind
Toh phir aag lagi basti mein
Baby are you fine sip karu wine
Kyun tu itni hot hai main cross karu line
Wo karna chaahti grind
Main...