"Sach Bata Mujhe" lyrics

Arjun Kanungo & Shirley Setia Lyrics

"Sach Bata Mujhe"

[Arjun Kanungo:]
Shayad tumhe main chahta hu
Kaisa laga tumhe yeh sunke mujhe bata!
Kya tere man main hai koi aur?
Ya tere dil main na hai bachi koi jagah!

Tere se main chahta na sab kuch!
Den abhi toh hai na mujhko ab kuch!
Bas iss shaam ke liye
Sirf sach bata mujhe!
Bolo na mujhe woh wali baaatien
Jo zehen se zubaan tak na aaye!
Jo bhi saza tu dena chahe
Ajj bas sach bata mujhe!

[Shirley Setia:]
Shayad tumhe main chahti hu
Kaise sab jaante hai aur tumko na hai pata!
Ho tum kisi ke naa ho na?
Dil aadha hai toota ya pura sa bikhar gaya!

Akhri yeh pyaar ho na ho par
Bharosa mujhe karna hai ajj tum par!
Bas iss raat ke liye
Sirf sach dikha mujhe!
Chupaya jo woh hissa tumne sabse
Bula raha mujhe hai wohi kab se
Jo bhi zamana kal kahe
Ajj bas sach bata mujhe!

Ajj bas sach bata mujhe!
Ajj bas sach bata mujhe!


You May Also Like
Darshan Raval - "Shab Tum Ho" Itni mohabbat karta hoon Ke lafz bhi na keh paaye Tum mile mujhe yun lage Jaise koi duaa mill jaaye Mujhe jeena tera bana le Kiya khud ko tere hawaale Sochun tujhe shaam se subah tak Har lamha… Ki...
Gajendra Verma - "Ratjage" Ishq mein ratjage Hain hone ab lage Kare ye dil kya Tu hai mehram mera Mein bas hun tera To Mushkil kya Tujhko khud mein utaar lun Jaise seene mein saansein Bin tere andar hi andar Gadti hain mere...
Anirudh Ravichander & Vivek - "Life Of Pazham" Kannala kadhai pesa neeyum Kai koruthu nada poda naanum Verenna verenna venum Ne mattum ne mattum podhum Thaangadha bhaaram Naan thaangum bodhum Enaithaangum thoonaai nee dhaandi Yaar vandha...
King - "IICONIC" Kehnde har gaana hit munda iiconic Dedo jeshi vi nazam Raja ride on it If you the fucking prize all my eyes on it I'm coming for you! Jab jigar jale tab tab aankho me aag uthe Jab shikhar chadhe tab...
KSHMR & Lost Stories - "Bombay Dreams" होया तेरे नाल प्यार जाटों ड़ा सोनिया होया तेरे नाल प्यार जाटों ड़ा सोनिया रैना मैं सारी रात, नींद्री ना औंधी ए हों, हो, ओहो, हो होया तेरे नाल प्यार जाटों ड़ा सोनिया होया तेरे नाल प्यार जाटों ड़ा...