"Ya Nabi Salam Alaika (یا نبی ﷺ سلام عليك)" lyrics

"Ya Nabi Salam Alaika (یا نبی ﷺ سلام عليك)"

Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah
Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah

Ya Nabi Salam Alaika
Ya Rasool Salam Alaika
Ya Habib Salam Alaika
Ya Rasool Salam Alaika
Ya Nabi Salam Alaika
Ya Rasool Salam Alaika
Ya Nabi Salam Alaika

Aap ka karam ho tou hoon be-nawabi badshah
Aap ke bharam se hai dono jahan hain shehenshah

Yasrab ke waali Ya Nabi
Aala se aala Ya Nabi
Bas aap he hain aasra

Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah
Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah

Aap ko hai jis ne dekha
Ho gaya woh aap ka
Dekhta jo aap ko
Hota fida sab se siwa

Nisbat hai aap se Ya Nabi
Izzat yehi hai Ya Nabi
Hain aap he arz-o-samaa

Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah
Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah

Aap ki hai zaat bas jo sarbasar hai aqnuma
Mustafa o Mujtaba, Murtaza o Rehnuma
Kamli hai kaali Ya Nabi
Main hoon sawaali Ya Nabi
Ab oorh de mujh pe ridaaa

Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah
Ya Rasool Allah
Ya Habib Allah

Sallu Alleh Wa Aali Hi
Sallu Alleh Wa Aali Hi
Sallu Alleh Wa Aali Hi
Sallu Alleh Wa Aali Hi
Sallu Alleh Wa Aali Hi
Sallu Alleh Wa Aali Hi


You May Also Like
Anuv Jain - "Meri Baaton Mein Tu" Aaja, meri jaan-e-jaan, tere bina huin main kya bhala? Yaara, ab aa bhi jaa, aaja na Meri in baahon mei teri hi toh hai jagah Jaana, ab maan ja, aaja na Zara sa tu muskura, houle-houle nazdeek aa...
Darshan Raval - "Tera Zikr" Abhi abhi to mile the Phir juda ho gaye Kya thi meri khataa Tum sazaa ho gaye Mujhe khone ke baad ik din Tum mujhe yaad karoge Phir dekhna milne ki mujhse Tum fariyad karoge Mujhe khone ke baad ik...
Arijit Singh - "Naina" Jhootha jag rain basera Saancha dard mera Mrig-trishna sa moh piya Naata mera tera Naina.. jo saanjhe khwab dekhte the Naina.. bichad ke aaj ro diye hain yun Naina.. jo milke raat jaagte the Naina.....
Shilpa Rao, Caralisa Monteiro, Vishal Dadlani & Shekhar Ravjiani - "Besharam Rang" En esta noche la vida es completa En este segundo la vida es muy rica En esta noche la vida es completa En este segundo la vida es muy rica Hamein to loot liya milke Ishq waalo ne Bahut hi tang...
Rekha Bhardwaj & Arijit Singh - "Judaai" Ranjhan dhoondhan main chaleya Ranjhan mileya naa ye Jigraan vichon agan laga ke Rabba Laqeeran vich likh di judaai Kho gaya, gum ho gaya Waqt se churaya tha jo Apna banaya tha Ho tera, woh mera...