"Besharam Rang" lyrics

Shilpa Rao, Caralisa Monteiro, Vishal Dadlani & Shekhar Ravjiani Lyrics

"Besharam Rang"
(from "Pathaan" soundtrack)

En esta noche la vida es completa
En este segundo la vida es muy rica

En esta noche la vida es completa
En este segundo la vida es muy rica

Hamein to loot liya milke
Ishq waalo ne
Bahut hi tang kiya ab tak
In khayalon ne

Nasha chadha jo shareefi ka
Utaar fenka hai
Besharam rang kahan dekha
Duniya waalo ne

Humein to loot liya milke
Ishq waalo ne
Bahut hi tang kiya ab tak
In khayalon ne

Nasha chadha jo shareefi ka
Utaar fenka hai
Besharam rang kahan dekha
Duniya waalo ne

Mujhme nayi baat hai
Nayi aadaton ke saath hai
Mujhme nayi baat hai
Nayi aadaton ke saath hai

Hai jo sahi woh karna nahi
Galat hone ki yehi to shuruwat hai

En esta noche la vida es completa
En este segundo la vida es muy rica

Nasha chadha jo shareefi ka
Utaar fenka hai
Besharam rang kahan dekha
Duniya waalo ne

Humein to loot liya milke
Ishq waalo ne
Bahut hi tang kiya ab tak
In khayalon ne

En esta noche la vida
Ishq waalon ne, es completa
Humein to loot liya milke
Ishq waalon ne

En esta noche la vida
Ishq waalon ne, es completa


soundtrack: "Pathaan" (2023)
You May Also Like
Arijit Singh - "Zaalima" Jo tere khatir tadpe pehle se hi Kya usse tadpana O zaalima o zaalima Jo tere ishq mein behka pehle se hi Kya usse behkana O zaalima o zaalima Jo tere khatir tadpe pehle se hi Kya usse tadpana O...
Raj Barman & Palak Muchhal - "Saansein Dene Aana (Duet)" Haan marte hai tujhpe Ab kuch aur karte nahi Tere dil mere dil Kasam se guzarte nahi Kahan ho kahan ho Kidhar ho ki sunte nahi Yeh lamhe tere Intezar ke kat'te nahi Main aasma tera Tu chand banke...
Arjun Kanungo & King - "Ilzaam" Bata de mujhe wajah de mujhe Mera hi main na raha sab dhoondh rahe Maine kiya aisa kya hum phir na mile Main khud se hi kyun laapata Hata de usse mita de usse Duniya bani pyaar ki ilzaam tale Tune...
Badshah & Karan Aujla - "Players" Rusi nu cahiye koi gehna sohneya ehna ta karna paina sohneya Sohneya prada ni paranda cahida Sohneya prada ni paranda cahida Fer meluga je dil laina sohneya Fer meluga je dil laina sohneya Rusi nu...
Nakash Aziz - "Keti Ko" Makhmal gaalo wali Mast khayalon wali Chanchal chaalo wali Chhuppa chhuppi khelne lagi Kanchan kanchi kori Natkhat naami chhori Jabran jora jori Chhuppa chuppi khelane lagi O, keti ko, keti ko barf...