"Dill Bichara" lyrics

"Dill Bichara"
(from "Aag Lagay Basti Mein" soundtrack)

Dill bichara, phirta hai maara maara
Maangein ge hum dua'ein, ab jab bhi tootay ga taara
Chaahein, teri baahein hon
Uss mei hum samayein hon
Chahta hai tu manzil

Heeray chahta na yeh
Sona chahta hai teri baahon mei aakar bas yeh
Sona chahta hai
Hasna chahta hai
Na yeh rona chahta hai
Tere sang re kar bas yeh paagal hona chahta hai

Tu samjha nahi na mushkil
Thora sa jazbaati hai yeh dill
Thora sa jazbaati hai yeh dill

Dil ko tujh se umeedein hain
Hum tou tujh ko dekh ke jeetay hain
Tera saath ho
Har baat ho
Kuch iss se bhi zyada hai kya?
Ek raat ho
Barsaat ho
Dill aur bhi chahta hai kya?

Heeray chahta na yeh
Sona chahta hai teri baahon mei aakar bas yeh
Sona chahta hai
Hasna chahta hai
Na yeh rona chahta hai
Tere sang re kar bas yeh paagal hona chahta hai

Tu samjha nahi na mushkil
Thora sa jazbaati hai yeh dill
Thora sa jazbaati hai yeh dill


You May Also Like
King - "DELULU DANCE" झलकाओं ना आंखो से ज़ाम हम सुखे सुखे जी रहे तेरे जाने से सुबह शाम हम जगह जगह पी रहे अब क्यूं ना-आ-आ ख़्वाबों में आओ जहां गए थे सनम हमें भी ले जाओ अब ना बैठेंगे यहां पे बात निकली है जहां से दुनिया वालो...
AFUSIC - "Ek Baar" Nashay main tum, nashay nashay main ham Sabhi hay purple 7 rang Hain teri yadon k saharay Main kush hun dekh le bharam Jo tum nahi to sab khatam Ham tanha dil ko yun mana rhe To kya hay ye majra...
Tony Kakkar - "Zindagi Bata De" Zindagi Bata de kyon tu khafa hai Sansein hi toh le raha hoon Ye bhi kya gunaah hai Zindagi Bata de kyon tu khafa hai Sansein hi toh le raha hoon Ye bhi kya gunaah hai Mere apne bhi apne nahi hain...
Darshan Raval - "Tera Zikr" Abhi abhi to mile the Phir juda ho gaye Kya thi meri khataa Tum sazaa ho gaye Mujhe khone ke baad ik din Tum mujhe yaad karoge Phir dekhna milne ki mujhse Tum fariyad karoge Mujhe khone ke baad ik...
Taimour Baig - "No Gifts" Mai likhu teray baray bs Mere baray likhe tu Tu sabse alag Bheer mai bhi dikhe tu Adhi raat mai jag jaun neend se I see devil beside me Mujhmai koi aur rahe I feel like theres someone inside me Jo...