"Faasle" lyrics

"Faasle"

Kabhi koi mujhe kehde kuch zara
Teri bahoon mein hi chup jaongi
Tu bhi mujhe apna banalega
Yeh soch soch ke marjaongi

Mujhe tum dehklo, apna karo ya na karo
Is dard ko kam na karo, mujhko na jana kahin
Kisi ghumrah par, mujhko milo ya na milo
Neendon mein mera naam lo, khuwabon mein hai yeh kami

Kabhi koi mujhe kehde kuch zara, teri bahoon mein hi chup jaongi
Tu bhi mujhe apna banalega, yeh soch soch ke marjaongi

Ek baat batao meri, kia lagti hun mein teri
Aaise tu koi bahla, chinh lega mujhe tumse
Sunni hai ab tu teri, duniya ho tum tu meri
Aise kaise koi, chinh lega tumhe mujhse

Mujhe tum dehklo, apna karo ya na karo
Is dard ko kam na karo, mujhko na jana kahin
Kisi ghumrah par, mujhko milo ya na milo
Neendon mein mera naam lo, khuwabon mein hai yeh kami

Kho Gaye ho tum kahan
Mene dhonda hai yeh jahan
Meri ankhoon ka sukoon
Tum hi ho tum hi ho
Miljayega yeh jahan
Choon lungi mein asmaan
Par mera pora jahan
Tum hi ho tum hi ho

Agar mein margayi, tu dhond logay tum koi
Ya tum bhi mere gham mein hi, dobay rahoge sada
Aray bas bhi karo, marne ki baatein na karo
Tum sath mere ho Abhi, or sath hi rehna sada


You May Also Like
Anuv Jain - "Riha" Ret pe pairon se tere nishaan mere dil par Logon ki lehron si, haaye Baaton se mitenge kab tak Ho jana tu riha, mere Ho jana tu riha, mere Naa hona chahun main Naa ho sakun kabhi Tasveeron mein...
Kushagra & Showkidd - "Ratiyan" ओ, सजनी, तेरे प्यार में मुसाफ़िर बन गया तेरी तस्वीरें देखें, तरसा ये मन बहके आजा पास मेरे, जैसे हो पवन यादों में समाया हर क़तरा तेरा हुआ आशिक़ाना ये ठिकाना-ए-चमन खिड़कियों को घर की मेरे तेरा...
aleemrk - "Kabhi Kabhi" Kabhi kabhi mujhe apno se dar lage Kabhi kabhi mujhe mere sapno se dar lage Kabhi kabhi lage har koi dar par hai Kabhi kabhi lage har shaksiyat me garbar hai Kabhi kabhi sochu koi na kareeb ho Kabhi...
Tony Kakkar - "Zindagi Bata De" Zindagi Bata de kyon tu khafa hai Sansein hi toh le raha hoon Ye bhi kya gunaah hai Zindagi Bata de kyon tu khafa hai Sansein hi toh le raha hoon Ye bhi kya gunaah hai Mere apne bhi apne nahi hain...
AFUSIC - "Callin" Phone kyun nahi uthaate? Mujhse ho kya chhupaate? Kiske hojaate jab mein hoti nahi paas? Bolo Dil may hai kya tumhaare? Badal gaye ho saaray Waqt bhi naa dete, naa hi karte ho baat Tumhein aati...