"Raastah" lyrics

AUR & Taimour Baig Lyrics

"Raastah"

Baa-Khuda main dar he gaya
Raaston mein tu kho gaya
Dhoondh lenge hum manzilen
Mil he jaayega humein raasta, raasta, raasta

Dhoondh lenge qadam raasta, raasta
Laut aane ka ab main kya doon tujhey waasta, waasta

The pain hurts me
Dil mai dard ho ajeeb sa
At this stage I really need you
Agar tu nahi hai toh main cheekhta

Main gaane likhoon is umeed se
Ke ye faasle mit jaayein humare beech se
Ye andhera mujhe raaz nahi
I see people around me per koi saath nahi

I need some silence, yahan kitna shor hai
Mere dil main tu, tere dil main koi aur hai
I know it's very sad, tujhe dekh bhi na paaun main
Waqt guzar gaya, zindagi ek daud hai

Shukarguzaar, I can't thank enough to God
Maalik ka karam, ab wo karam chale
Mujhpe amad ho, main fori likhoon
Kyunki zabaan nahi, ab qalam chale

Bharipann lage, dil pe tera bharam chale
I talk and I walk too, ye qadam chale
Naraaz hoke bhi hum phele baat karein
Pahadon per hum bhaithe tujhe yaad karein

Mera naam le rahe log, I can hear backstage
Demand dekh meri, baby, people can't wait
Chahta hoon ki baat karoon, chale jaata hoon live
Mujhe panic kar rahe log, I don't wanna be alive

I know you're very strong, but tu royi nahi hai
Meri zindagi main tu, nahi toh koi nahi hai
Zindagi mein dhokhe mile bahut
Mai ulta-seedha boloon, samjho that is liqour talk

Mujhse bhi ooper ek Khuda, unke lage I'm on the top
Mujhe peeche koi nahi dikha, mujhe aage dikhi maut
You know anything can happen, agar chahe tu (yeah)
Tu lapata, I don't know ke kahan hai tu

Teri yaadein badlein mere iraade
Hum kahan-kahan bhaage, tu janta nahi
Tere peeche chhoda maine zamana
Main ho gaya deewana, tu maanta nahi

Tu maan jaa, yuun na sataa
In aankhon mein tu doob ja
In haathon ko yuun thaam le
Qadam dhoondh lenge kaheen phir khudi

Raasta
Raasta
Raasta

Dhoondh lenge qadam raasta, raasta
Laut aane ka ab main kya doon tujhe waasta, waasta


Writer(s): Ahad Khan, Taimour Baig, Usama Ali, Raffay Anwar
You May Also Like
King - "Till The End" Jaaye tu na meri Inn aankhon se Aisa jaadu koi chalaao na Na main baitha reh jaaun Teri raahon mein Kabhi pyaar se mujhko bulaao na Maine jaana tera khwaab dekha hai Tujhe mere saath dekha hai...
Darshan Raval - "Hawa Banke" Main zameen tu aasmaan Main daag hoon tu chand sa Tu baarish hai main ret hoon Main dhun koi tu raag sa Main zameen tu aasmaan Main daag hoon tu chand sa Tu baarish hai main ret hoon Main dhun koi...
Umair - "OBVIOUS" Be here right now I know I can love you Yeah-ah-ah-ah It's obvious Main teray hi jaal main phasa Baytabiyan Is tootay way dil ki na jaga Sun zara Teri har ada pay main fida Sun zara It's obvious...
Anuv Jain - "Husn" Haan, haan Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki Hain saath par, hain saath naa bhi Kya itni aasaan hai? Dekho, dekho, jaise mere iraade Waise kahaan tere yahan the Haan, kitni naadan main Mere...
Karan Aujla & Ikky - "Softly" Gal sun lallaria ve Ah lok mere te hasde Paise jyada dedugi Matching krdega ta dsde Sunla ve dito same chahidi Ah le photo ve Ferrari laal di Chunni meri rangde lallaria Ve chunni meri rangde...