"OBVIOUS" lyrics

"OBVIOUS"
(feat. Hasan Raheem)

Be here right now
I know I can love you
Yeah-ah-ah-ah

It's obvious
Main teray hi jaal main phasa
Baytabiyan
Is tootay way dil ki na jaga
Sun zara
Teri har ada pay main fida
Sun zara
It's obvious
Main teray hi jaal main phasa
Baytabiyan
Tootay way dil ki na jaga
Sun zara
Iski dhadakney ki waja
Tu hai na

Chaand bhi badal kay anchal main chupa raha
Main haal ye behka sa usko sunata gaya
Hasa wo mujhi pay aur nuqs wo nikaaley gaya
Wo samaj na saka main suanye gaya

Bola kay wo
It's obvious main teray hi jaal main phasa
Baytabiyan tootay way dil ki na jaga
Sun zara teri har ada pay main fida
Sun zara

Han, han
Sunzara
Han han
Sunzara

Ansoun ko tum akay mitana
Ahsanon ko tum na jatanaa
Jakay kisko lagun main galey ab
Soona soona lagey ye zamana

Bola kay wo
It's obvious main teray hi jaal main phasa
Baytabiyan tootay way dil ki na jaga
Sun zara teri har ada pay main fida
Sun zara

It's obvious
Yeah, yeah, yeah, yeah
Betaabiyan
No, no, no no
No, no, no

Teri chaiye ni raaye
Tu banda sataye
Teri nazrain hain qaatil
Poori mehfil ye gaaye
Teri chaiye ni raaye
Tu banda sataye
Teri nazrain hain qaatil
Poori mehfil ye gaaye


You May Also Like
Shubh - "Fell For You" Karta shadaayi ni tu Baitha duniyan bhulaayi sacchi Tere pichhe balliye taur tappa layi firre Navi gaddiyan kadaayi dekh Chal hun challiye Tere ki plan ni, de de sahnu vi te time ni Ladde surme naal...
aleemrk - "Life Goes On" Instagram delete mene kar dia tha pichle haftay Sukoon nahi milta shayad kat jau me ab in sabsay Han jabsay paida hua tab se hee me dheet hun Aja meri jaan tujhe saari apni cheez du Ye rakh tu paise...
Taimour Baig & AUR - "Mulaqaat" Tujhe dhoondta hn ab in hawaon me Jahan ghoomte thay hum unhi raahon me Teri khoj me ye aagya kahan hn me Tu to mila hi nhi to kahan jaaon me Jidhar dekho udhar tujh ko hi paaon me Choona chahon or...
AP Dhillon, Shinda Kahlon & Gminxr - "Final Thoughts" Bentley Bentayga SLR Coupe Ni Desert Eagle Aa Gold Wear Jo Chale Taan Badal De Roop Ni Saana Je Munde Naal Mere Jo Chalde Lagde Troop Ni Hunn Fly Aa Karna Private Pehlan Fly Si Karde Swoop Ni Ankh...
Anuv Jain - "Gul" Na dastakein Yeh tere dil ki, haan, wahi dhadkane hai Yoon zor se jo tujhko abh sun rahin hai Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai Aaye nahi, jinke the vaade Waqt uljha hua hai tere yahan pe Kya...