"Bam Bam Bhole" lyrics

Shaan, Dev Negi & Antara Mitra Lyrics

"Bam Bam Bhole"
(from "Sikandar" soundtrack)

Chal chal chal chal chal chal
Holi hai holi basti mein holi
Gully se nikli hai maston ki toli
Kare ishaare aankh micholi
Tin kiston se chalegi holi

Dalo nawabi rang dalo
Dalo gulabi rang dalo
Dalo toofani rang dalo
Dalo noorani rang dalo

Chhan chhan karti chhail chhabili
Duniya lagti rang rangli re
Ho kaali dikhti mujhko neeli
Thodi si jo peeli peeli re

Bam bam bam bhole shambhu
Uda bheje ka tambu
Kahin na gir jaaun
Sambhalo mujhe bandhu

Bam bam bam bhole shambhu
Uda bheje ka tambu
Kahin na gir jaaun
Sambhalo mujhe bandhu

Piya jo tera pyaala
Hua main matwala
Asar hua aisa ke
Chhota dikhe lambu

Bam bam bam bhole shambhu
Uda bheje ka tambu
Kahin na gir jaaun
Sambhalo mujhe bandhu

Bam bam bam bhole shambhu
Uda bheje ka tambu
Kahin na gir jaaun
Sambhalo mujhe bandhu


soundtrack: "Sikandar" (2025)