"Jaikal Mahakal" lyrics

Amit Trivedi & Suhas Sawant Lyrics

"Jaikal Mahakal"
(from "Goodbye" soundtrack)

Mrityunjayaya rudraya
Neelkanthaaya shaambhawe
Amriteshaaya sharwaaya
Mahadewaayate namha

Mrityunjaya maharudra
Traahimaam sharnagatam
Janma mrityu jara vyadhi
Muchchate karma bandhane

Jaikal mahakal vikral shambhu
Jeevan ho ya mrityu donon hi tum ho
Janmo janmantar ki ladiyan ye kadiyan
Har yoni har jeevan rakhwal tum ho

Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Jaikal mahakal

Jeevan ki nayya tum patvaar tum ho
Is paar us paar majhdhaar tum ho
Kann kann ye har kshan ye tumse bana hai
Goonje jo ghat bheetar omkar tum ho

Jaikal mahakal
Jaikal mahakal
Ho jaikal mahakal
Jaikal mahakal

Jeevan ka mrityu ka khela rachaya
Ik la duniya mein ik bhijwaya
Insan bechare ne ansoo bahaya
Tera ye khela samajh hi na paya
Tera ye khela samajh hi na paya

Soche ki apna koi khoya gawaya
Jo tera tha wo jakar tujhmein samaya
Jo tera tha wo jakar tujhmein samaya

Jo tera tha wo jakar tujhmein samaya
Jo tera tha wo jakar tujhmein samaya


soundtrack: "Goodbye" (2022)