"Macha Macha Re" lyrics

Mika Singh, Divya Kumar & Sachin-Jigar Lyrics

"Macha Macha Re"
(from "Dasvi" soundtrack)

Arey yu ke bhadak hori bhai
Baja!

Ho dhakka de re dhakka de
Hai yeh sansaar puncture khatara
Ho mukka de re mukka de
Sabhi ke thopdon pe karara

Ho khole yahan dil phaad de
De de de de de de
Re khole yahan
Parwah kiye bin kisi ki
Tu aaj gadar

Macha macha macha macha
Macha macha macha re
Macha macha macha macha
Macha macha macha re

Chahe tanne medal mile
Chahe koyi saza de
Macha macha macha macha
Aaj gadar macha re

Macha macha macha macha
Macha macha macha re
Macha macha macha macha
Macha macha macha re

Chahe tanne medal mile
Chahe koyi saza de
Macha macha macha macha
Aaj gadar macha re

Dar na tu chhori
Apna hi raaj se
Meeting karke aaya
Main toh kal yamraaj se

Woh bhi hath jod kehta
Bhai aap amar ho
Bhole baba ke pakke bhagat ho

Danka danka danka danka
Baje har ek chowk pe
Lanka lanka lanka
Laga denge na tu bhonk re

Power power power power
Apni kati zehar hai
Kisi ki na khair hai
Thaan thaan hone fire hai

Ho kaisa ghata faila raita
Dekhe aaj kaun roke
Mauka hai toh lele faayada
Jee le fanney khan hoke

Kaisa ghata faila raita
Dekhe aaj kaun roke
Mauka hai toh lele faayada
Jee le fanney khan hoke

Roke jo ho phatkaar de
De de de de de de
Re khole yahan
Parwah kiye bin kisi ki
Tu aaj gadar

Macha macha macha macha
Macha macha macha re
Macha macha macha macha
Macha macha macha re

Chahe tanne medal mile
Chahe koyi saza de
Macha macha macha macha
Aaj gadar macha re

Macha macha macha macha
Macha macha macha re
Macha macha macha macha
Macha macha macha re

Chahe tanne medal mile
Chahe koyi saza de
Macha macha macha macha
Aaj gadar macha re

Re bawli booch!


soundtrack: "Dasvi" (2022)
You May Also Like
Emiway Bantai - "Mera" Zindgi hai maslon mein atke mat reh Tum hans lo main faaslon mein rehta hat ke Main bhasdon mein pad gaya to rehna bachke Sab balance main sober wear hoon main bachke Haan kitne bachke gaye dekhta...
Jubin Nautiyal & Shashwat Sachdev - "Ik Tu Hai" Tere bin is dil ne mar jaana Itminaan hai mujhe tere saath Itminaan hai mujhe tere saath Kya karun duniya ke lafzon ka Itminaan de mujhe teri baat Itminaan de mujhe teri baat Teri baat... Ik tu...
Badshah - "Hosh" Is nakli si duniya mein, zara sa bhi ab mera mann na lage, mann na lage Pyaar itna kar yaar mere mujhe kam na lage, kam na lage Gum itna pee chuki hun mujhe koi gum na lage, gum na lage Mujh mein...
Aastha Gill & King - "Dhoondein Sitaare" I can take you away I can take you away Aastha Gill! Dhoondein sitaare I can take you away I can take you away King! Dil ki na baat ruke Jab taare saare naach uthe Tab ghar mein nahi Kat ti...
Rochak Kohli - "Yaaron Ka Bulaava" Aji muskura do zara camere pe Daant bade hi safed lag rahe hain Muskura do zara camere pe Daant bade hi safed lag rahe hain Phool phool ke hum khushi se Ek se badhkar dedh lag rahe hain Na fikar,...