"O Yaara Dil Lagana" lyrics

Stebin Ben & Deeksha Toor Lyrics

"O Yaara Dil Lagana"
(from "Sanak" soundtrack)

Humko tumse sirf sirf itna kehna hai
Dekhe duniya tumse pyaar aise karna hai
Ban ke chaahat ek doosre mein behna hai
Yaara yaari jaise sath jeena marna hai

Ikraar karna mushqil hai
Inkaar karna mushqil hai
Mehbub se mohobbat ka
Izhar karna mushqil hai

Oh kitna mushqil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yaara dil lagana
O yaara dil lagana

Kitna mushqil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yaara dil lagana, o yaara

Dekha yeh dekha hai aksar
Aashiqui toh karti hai paagal
Saanson mein saans ban ke yeh
Kar deti hai dil ko ghayal

Neendein veendein yaara chain wain
Aur jaan waan leti hai uljhan
Bankar dil dost ishq ka
Ban jaata hai khud ka dushman

Koyi kehta ishq hai aafat
Koyi kehta ishq hai jannat
Koyi kahe nasha yeh bura hai
Koyi kahe ye achhi aadat

Aitbar karna mushqil hai
Jaan nisar karna mushqil hai
Mehboob se mohobbat ka
Izhar karna mushqil hai

Ho kitna mushqil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yaara dil lagana, o yaara

Kitna mushqil hai dekho
O yaara dil lagana, o yaara

Kitna mushqil hai dekho
O yaara dil lagana, o yaara


You May Also Like
Neha Kakkar - "Dil Ko Karaar Aaya (Reprise)" Dua bhi lge na mujhey Dwa bhi lge na mujhey Jabse dil ko mere tu lga hai Neend raaton ki meri Chahat baaton ki meri Chain ko bhi mere tune yu thaga hai Jab saansey bharu mai Band aankhey kru mai...
Atif Aslam - "Rafta Rafta" Rafta rafta sanam Tumse mili nazar Toh hua hai asar Khwaab sa ye jahaan Pharsh dhua dhua Jannaton ka sheher Hum tere ho gaye Ya khuda ishq mein Gumshuda dil zigar Rafta rafta sanam Tumse mili...
Badshah & Uchana Amit - "Baawla" Yeah Jab chahe tab kare take off Jet mera private private privates Storiyan daal daal ni thakri ho rakhi hai tu excited Chehre pe dikhta hai fake nahi kar sakti Karunga punish mistake nhi kar...
Gajendra Verma - "Na Hona Tumse Door" Soonee Si Raahon Pe Chalana Kisi Din Haathon Mein Thaame Tera Haath Gumsum Se Taaron Ke Phoolon Ke Neeche Karni Hain Baatein Saari Raat Yai Pyari Pyari Aankhein, Ye Misree Jaisi Baatein Hain Saaree...
Tony Kakkar, Yo Yo Honey Singh & Neha Kakkar - "Kanta Laga" Raja tere mahal ke peeche peeche peeche peeche Haanji tere tere bageeche neeche neeche kyon Kanta laga ooi maa, ooi maa Ooi maa, ooi maa, ooi maa, ooi maa ooh Kanta laga ooi maa, ooi maa Ooi maa,...