"Saansein Dene Aana (Duet)" lyrics

Raj Barman & Palak Muchhal Lyrics

"Saansein Dene Aana (Duet)"
(from "Rashtra Kavach OM" soundtrack)

Haan marte hai tujhpe
Ab kuch aur karte nahi
Tere dil mere dil
Kasam se guzarte nahi

Kahan ho kahan ho
Kidhar ho ki sunte nahi
Yeh lamhe tere
Intezar ke kat'te nahi

Main aasma tera
Tu chand banke aana
In dil ki dhadkano ko
Tu saansein dene aana
Tu saansein dene aana

Aana tu aisi mohabbat le aana
Jo ab tak kisi ne na ki ho
Wo ishq lana aisa deewana bana na
Zikar jiska jannat talak ho

Jo hua na kabhi ab na hoga kabhi
Misaale sada jiski denge sabhi
Bas ye dua poori karne meri
Tu aaja na aaja na aaja na

Main tujhpe mar mitunga
Tu mujhpe marne aana
In dil ki dhadkano ko
Tu saansein dene aana

Main aasma tera
Tu chand banke aana
In dil ki dhadkano ko
Tu saansein dene aana