"Baarishon Mein" lyrics

"Baarishon Mein"

Itna tera intezaar kiya
Dil ko khafa sau baar kiya
Tujhse wafa maine ki iss kadar
Teri judaayi se pyaar kiya

Toot jaayein jo rishte
Laazmi toh nahi yeh
Ke dilon se mohabbat ho khatam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hun main
Muskuraate hain gham

Main zameen ki tarah
Tarsa hun pyaar ko
Baadalon ki tarah
Laut aao sanam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hun main
Muskuraate hain gham

Chorrh ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazara lagta hai
Chorrh ke mujhko jahan baithe ho
Kaisa wahan nazara lagta hai

Torrh ke pairon mein jo rakha hai
Woh dil hamara lagta hai

Jaanta hun main yun toh
Tum kabhi na miloge
Phir bhi tumko hi dhoondein yeh kadam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hun main
Muskuraate hain gham

Main zameen ki tarah
Tarsa hun pyaar ko
Baadalon ki tarah
Laut aao sanam

Baarishon mein jab
Yaad aate ho tum
Bheeg jaata hun main
Muskuraate hain gham


Writer(s): Saini Gurpreet, G. Sharma Gautam, Rajendrakumar Raval Darshan
You May Also Like
Emiway Bantai - "Khatam Hue Waande" Bigad gayi hai Bigad gayi hai Karegi dhokha khule-aam main Mummy ko jhooth bol ke chhaave ke makaan pe Papa ne pakda tujhe daaru ke dukaan pe Is'se zyada bolunga to shot ho jayega jaan de Aye...
Aastha Gill & Badshah - "Buzz" Tujhse mann nahi hai bharta… Tera buzz mujhe jeene na de Jeene na de Tujhse mann nahi hai bharta Ab tu hi hai karta dharta Tujhse mann nahi hai bharta Ab tu hi hai karta dharta Aur tu paani tak...
Arjun Kanungo & Momina Mustehsan - "Aaya Na Tu" Tum kabhi na kahoge Kyun na hum hi ye bol de Ho kahan yeh bataao Hum wahan chal ke aa jayenge Bheege bheege mausam khile the jahaan Tere mere raste mile the jahaan Baahon mein teri din dhale the...
Arijit Singh - "Muskurane" Muskurane ki wajah tum ho Gungunane ki wajah tum ho Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na O re piya re Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na O re piya re O re lamhe tu kahin mat jaa Ho sake toh umr bhar...
Armaan Malik, Eric Nam & KSHMR - "Echo" Worlds apart You're standing in front of me But you're so far It's getting hard (yeah) To think of the reasons We stay in the dark Would it be for the better If we both just surrender And let it go?...