"Karwaan" lyrics
Darshan Raval & Youngveer Lyrics
"Karwaan"
Logon ko lagta hai suljha hoon
Kitne sawalon mein uljha hoon
Kisko sunaun Main Jaake yeh dastaan
Milni woh manzil toh baaki hai
Raste pe hoon yehi kaafi hai
Dekhe mujhey roz neela yeh aasmaan
Yeh waadiyon ne kaha mujhse sun
Jo hai tera jaake tu usko chunn
Kyu hi pada hai hisaabon mein
Khawaab na reh jaayein khwaabon mein
Rukk na jaaye teri saanson ka karwaan
Milni woh manzil toh baaki hai
Raste pe hoon yehi kaafi hai
Dekhe mujhey roz neela yeh aasmaan
Purani shirt ke taley
Kich khwaab they rakhey
Inko leke main chala hoon raahon pe raahon pe
Kuch tasveeron ko rakha tha smbhaal ke
Inko leke main chala hoon saath mein saath mein
Yaadon ki yeh ik khaani hai
Yaadon mein hi reh jaani hai
Inmein hi rehta hoon aksar laapta
Milni toh manzil yeh baaki hai
Raste pe hoon yehi kaafi hai
Dekhe mujhey roz neela yeh aasmaan
Yeh raaston ne kaha mujhsey chal
Thehra hai kyun shaam jaaye na dhal
Khaali sa hopn kitne rishton mein
Milto hain khushiaan bhi kishton mein
Yun toh hoon logon ke kisson mein
Bikhra huaa hoon main hisson mein
Mil jaaye duniya bhi
Kaafi kahaan hai woh
Dhoondein sukoon ko hum
Miley nahin
Itna tu bhaagey jo
Raaton se maangey jo
Waqt ke pehle woh milna nahin
Logon ko lagta hai suljha hoon
Kitne sawalon mein uljha hoon
Kisko sunaun Main Jaake yeh dastaan
Milni woh manzil toh baaki hai
Raste pe hoon yehi kaafi hai
Dekhe mujhey roz neela yeh aasmaan
- AZLyrics
- D
- Darshan Raval Lyrics
EP:
"The Everafter" (2026)
You May Also Like
Kushagra - "Dard" (Showkidd)
दर्द हुआ, दर्द हुआ, दिल को थोड़ा दर्द हुआ
मर्ज़ हुआ, मर्ज़ हुआ, मेरे लिए तू मर्ज़ हुआ
वो सारी रातें, वो मुलाक़ातें
याद आ रही हैं वो मोहब्बतों की बातें
क़र्ज़ हुआ, क़र्ज़ हुआ, तुझ पे मेरा क़र्ज़...
Charan Preet & Badshah - "Ban Ja Tu" Chann nu bulake naale
Darr tere aava mai tan
Rabb to faraar firdaaa
Mai taan jag toh luka ke tenu
Rakhna laga ke seene
Dil ae gavah puchda
Ban jaa tu meri ban ja ban
Ban ja tu meri ban ja ban
Reh...
Gajendra Verma - "Mann Mera" Saari raat aahein bharta
Pal pal yaadon me marta
Maane na meri mann mera
Thode thode hosh madhoshi si hai
Neend behoshi si hai
Jaane kuch bhi na man mera
Kabhi mera tha par ab begana hai ye
Deewana...
Arijit Singh - "Hawayein" Tujhko... main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin
Hai mera yaqeen
Main jo... tera naa huaa
Kisi ka nahin
Kisi ka nahin
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein,...
Anuv Jain - "Husn" Haan, haan
Dekho, dekho, kaisi baatein yahan ki
Hain saath par, hain saath naa bhi
Kya itni aasaan hai?
Dekho, dekho, jaise mere iraade
Waise kahaan tere yahan the
Haan, kitni naadan main
Mere...